Chapter on those who do not hinder from inheritance among these
باب لا يحجب من لا يرث من هؤلاء
Sunan al-Kubra Bayhaqi 12259
Anas bin Sirin reported that Umar bin al-Khattab (may Allah be pleased with him) said: "Two groups of different religions will never be heirs to one another, and the one who is not an heir cannot be a guardian."
Grade: Da'if
(١٢٢٥٩) انس بن سیرین نے فرمایا کہ حضرت عمر بن خطاب (رض) نے فرمایا : دو ملتوں والے کبھی بھی وارث نہ بنیں گے اور جو وارث نہیں وہ حاجب بھی نہیں ہوگا۔
(12259) Anas bin Sireen ne farmaya keh Hazrat Umar bin Khattab (raz) ne farmaya : do millaton wale kabhi bhi waris na banen ge aur jo waris nahin woh hajib bhi nahin hoga.
(12260) Ibrahim says: Ali (may Allah be pleased with him) and Zaid said: A polytheist is neither a caretaker nor an heir.
Abdullah said: He can be a caretaker but not an heir.
Grade: Da'if
(١٢٢٦٠) ابراہیم کہتے ہیں : حضرت علی (رض) اور زید نے کہا : مشرک نہ حاجب ہوتا ہے اور نہ وارث۔
قال عبداللہ : وہ حاجب ہوتا ہے لیکن وارث نہیں ہوتا۔
(12260) Ibrahim kahte hain : Hazrat Ali (RA) aur Zaid ne kaha : mushrik na hajib hota hai aur na waris. Qaala Abdullah : woh hajib hota hai lekin waris nahin hota.
It is narrated from Sha'bi that Ali and Zaid bin Thabit (may Allah be pleased with them) said: Slaves and men from the People of the Book are alike. And Abdullah said: "They can be caretakers, not inheritors."
Grade: Da'if
(١٢٢٦١) شعبی سے منقول ہے کہ حضرت علی اور زید بن ثابت (رض) نے کہا : غلام اور اہل کتاب مردوں کی طرح ہیں اور عبداللہ نے کہا : وہ حاجب بن سکتے ہیں وارث نہیں بن سکتے۔
(12261) Shobai se manqol hai keh Hazrat Ali aur Zaid bin Sabit (RA) ne kaha: Ghulam aur Ahle Kitab mardon ki tarah hain aur Abdullah ne kaha: Woh hajib ban sakte hain waris nahi ban sakte.