Narrated Abdullah bin Abbas (RA): Umar (RA) was asked about a man who performed Zihar with one utterance to his four wives. He said: He has to offer only one expiation.
Grade: Sahih
(١٥٢٥٣) حضرت عبداللہ بن عباس (رض) حضرت عمر (رض) سے ایک ایسے شخص کے بارے میں نقل فرماتے ہیں جس نے اپنی چار عورتوں سے ایک کلمہ کے ذریعے ظہار کیا، فرماتے ہیں : اس کے ذمہ ایک ہی کفارہ ہے۔
hazrat abdullah bin abbas (rz) hazrat umar (rz) se ek aise shakhs ke bare mein naql farmate hain jis ne apni chaar aurton se ek kalma ke zariye zahar kiya farmate hain is ke zimme ek hi kaffara hai
Saeed bin Musayyab narrated from Umar (may Allah be pleased with him) regarding a man who said Zihar (a jahili practice of divorce) to his three wives, saying that only one expiation is due on him.
Grade: Sahih
(١٥٢٥٤) سعید بن مسیب حضرت عمر (رض) سے ایسے شخص کے بارے میں نقل فرماتے ہیں جس نے اپنی تین عورتوں سے ظہار کیا کہتے ہیں اس کے ذمہ ایک ہی کفارہ ہے۔
(15254) Saeed bin Musayyab Hazrat Umar (RA) se aise shakhs ke baare mein naql farmate hain jis ne apni teen auraton se zihar kiya kehte hain iske zimme ek hi kaffara hai.