Narrated Abu Sa`id Al-Khudri: A man came to the Prophet and said, My brother has some Abdominal trouble. The Prophet said to him Let him drink honey. The man came for the second time and the Prophet said to him, 'Let him drink honey. He came for the third time and the Prophet said, Let him drink honey. He returned again and said, I have done that ' The Prophet then said, Allah has said the truth, but your brother's `Abdomen has told a lie. Let him drink honey. So he made him drink honey and he was cured.
ہم سے عیاش بن الولید نے بیان کیا، کہا ہم سے عبدالاعلیٰ نے، کہا ہم سے سعید نے، ان سے قتادہ نے، ان سے ابوالمتوکل نے اور ان سے ابو سعید خدری رضی اللہ عنہ نے کہ ایک صاحب نبی کریم ﷺ کی خدمت میں حاضر ہوئے اور عرض کیا کہ میرا بھائی پیٹ کی تکلیف میں مبتلا ہے۔ نبی کریم ﷺ نے فرمایا کہ انہیں شہد پلا پھر دوسری مرتبہ وہی صحابی حاضر ہوئے۔ آپ ﷺ نے اسے اس مرتبہ بھی شہد پلانے کے لیے کہا وہ پھر تیسری مرتبہ آیا اور عرض کیا کہ ( حکم کے مطابق ) میں نے عمل کیا ( لیکن شفاء نہیں ہوئی ) ۔ نبی کریم ﷺ نے فرمایا کہ اللہ تعالیٰ سچا ہے اور تمہارے بھائی کا پیٹ جھوٹا ہے، انہیں پھر شہد پلا۔ چنانچہ انہوں نے شہد پھر پلایا اور اسی سے وہ تندرست ہو گیا۔
hum se 'iysh bin al-walid ne bayan kiya, kaha hum se 'abdul-'ala ne, kaha hum se sa'eed ne, un se qatadah ne, un se abu al-mutwakil ne aur un se abu sa'eed khudri radi allahu 'anhu ne kaha ki aik sahib nabi karim salla allahu 'alaihi wa sallam ki khidmat mein haazir hue aur arz kiya ke mera bhai pet ki taklif mein mubtala hai. nabi karim salla allahu 'alaihi wa sallam ne farmaya ke unhen shahad pila phir doosri martaba wahi sahabi haazir hue. aap salla allahu 'alaihi wa sallam ne isse is martaba bhi shahad pilaane ke liye kaha woh phir teesri martaba aaya aur arz kiya ke ( hukm ke mutabiq ) main ne amal kiya ( lekin shifa nahin hui ) . nabi karim salla allahu 'alaihi wa sallam ne farmaya ke allah ta'ala sachcha hai aur tumhare bhai ka pet jhoota hai, unhen phir shahad pila. chananche unhon ne shahad phir pilaaya aur usi se woh tandarust ho gaya.