Ibn Abbas narrated that:
when the Prophet conquered Khaibar, he stipulated that the land, and all the yellow and white, meaning gold and silver belonged to him. The people of Khaibar said to him: “We know the land better, so give it to us so that we may work the land, and you will have half of its produce and we will have half.” He maintained that, he gave it to them on that basis. When the time for the date harvest came, he sent Ibn Rawahah to them. He assesses the date palms, and he said: “For this tree, such and such (amount).” They said: “You are demanding too much of us, O Ibn Rawahah!” He said: “This is my assessment and I will give you half of what I say.” They said: “This is fair, and fairness is what haven and earth are based on.” They said: “We Agree to take (accept) what you say.”
Grade: Sahih
عبداللہ بن عباس رضی اللہ عنہما سے روایت ہے کہ نبی اکرم ﷺ نے جب خیبر فتح کیا، تو آپ نے ان سے شرط لے لی کہ زمین آپ کی ہو گی، اور ہر صفراء اور بیضاء یعنی سونا و چاندی بھی آپ ہی کا ہو گا، اور آپ سے خیبر والوں نے کہا: ہم یہاں کی زمین کے بارے میں زیادہ بہتر جانتے ہیں، لہٰذا آپ ہمیں یہ دے دیجئیے، ہم اس میں کھیتی کریں گے، اور جو پھل پیدا ہو گا وہ آدھا آدھا کر لیں گے، اسی شرط پر آپ ﷺ نے خیبر کی زمین ان کے حوالے کر دی، جب کھجور توڑنے کا وقت آیا، تو آپ ﷺ نے عبداللہ بن رواحہ رضی اللہ عنہ کو ان کے پاس بھیجا، انہوں نے کھجور کا تخمینہ لگایا، جس کو اہل مدینہ «خرص» کہتے ہیں، تو انہوں نے کہا: اس میں اتنا اور اتنا پھل ہے، یہودی یہ سن کر بولے: اے ابن رواحہ! آپ نے تو بہت بڑھا کر بتایا، ابن رواحہ رضی اللہ عنہ نے کہا: ٹھیک ہے میں کھجوریں اتروا کر انہیں جمع کر لیتا ہوں اور جو اندازہ میں نے کیا ہے اس کا آدھا تم کو دے دیتا ہوں، یہودی کہنے لگے: یہی حق ہے، اور اسی کی وجہ سے آسمان و زمین قائم ہیں، ہم آپ کے اندازے کے مطابق حصہ لینے پر راضی ہیں ۔
Abdullah bin Abbas raziallahu anhuma se riwayat hai ki Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne jab Khaibar fatah kiya to aap ne un se shart le li ke zameen aap ki hogi aur har safra aur bayza yani sona o chandi bhi aap hi ka hoga aur aap se Khaibar walon ne kaha hum yahan ki zameen ke bare mein zyada behtar jante hain lihaza aap hamein ye de dijiye hum is mein kheti karenge aur jo phal peda hoga wo adha adha kar lenge isi shart par aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Khaibar ki zameen un ke hawale kar di jab khajoor todne ka waqt aaya to aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Abdullah bin Rawaha raziallahu anhu ko un ke paas bheja unhon ne khajoor ka takhmeena lagaya jisko ahle Madina khars kahte hain to unhon ne kaha is mein itna aur itna phal hai yehudi ye sunkar bole ae ibn Rawaha aap ne to bahut badha kar bataya Ibn Rawaha raziallahu anhu ne kaha theek hai main khajoorein utarwa kar unhein jama kar leta hun aur jo andaza maine kiya hai uska adha tum ko de deta hun yehudi kahne lage yahi haq hai aur isi ki wajah se aasman o zameen qaiem hain hum aap ke andaze ke mutabiq hissa lene par razi hain.