Hazrat Saeed Zubayri narrates that I asked Hazrat Abraham whether I should comb my beard or is it sufficient to let the water flow through it? He said that letting the water flow through it is sufficient.
حضرت سعید زبیدی کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابراہیم سے پوچھا کہ میں داڑھی کا خلال کروں یا اس پر بہہ جانے والا پانی کافی ہے ؟ انھوں نے فرمایا کہ اس پر بہہ جانے والا پانی کافی ہے۔
Hazrat Saeed Zubaidi kahte hain ke main ne Hazrat Ibrahim se poocha ke main darhi ka khilal karoon ya is par bah jane wala pani kaafi hai? Unhon ne farmaya ke is par bah jane wala pani kaafi hai.
Hazrat Abdullah bin Masud narrates that I saw Hazrat Abdullah Ibn al-Hanfiyyah stroking the outer part of his beard, but he did not pass his hand through it.
حضرت عبد الاعلیٰ کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابن الحنفیہ کو دیکھا کہ انھوں نے داڑھی کے ظاہری حصوں پر ہاتھ پھیرا لیکن داڑھی کا خلال نہیں فرمایا۔
Hazrat Abdul Aala kehte hain ke maine Hazrat Ibne Hanfia ko dekha ke unhon ne darhi ke zahiri hisson par hath phira lekin darhi ka khilal nahi farmaya.
Hazrat Jabir (may Allah be pleased with him) narrates that Hazrat Amr, Hazrat Muhammad bin Ali, Hazrat Mujahid and Hazrat Qasim used to apply oil to their beards but did not comb them.
حضرت جابر فرماتے ہیں کہ حضرت عامر، حضرت محمد بن علی، حضرت مجاہد اور حضرت قاسم داڑھی کا مسح کرتے تھے، خلال نہیں کرتے تھے۔
Hazrat Jaber farmate hain keh Hazrat Amer, Hazrat Muhammad bin Ali, Hazrat Mujahid aur Hazrat Qasim darhi ka masah karte thay, khilal nahi karte thay.
Hazrat Yazid said that I saw Hazrat Abdullah Ibn Abi Layla performing ablution, but I did not see him gargling. After performing ablution, he said that he had seen Hazrat Ali performing ablution in the same way.
حضرت یزید فرماتے ہیں کہ حضرت عبد الرحمن بن ابی لیلیٰ کو میں نے وضو کرتے دیکھا لیکن میں نے انھیں داڑھی کا خلال کرتے نہیں دیکھا۔ یہ وضو کرنے کے بعد انھوں نے فرمایا کہ میں نے حضرت علی کو یونہی وضو کرتے ہوئے دیکھا تھا۔
Hazrat Yazid farmate hain keh Hazrat Abdul Rahman bin Abi Laila ko maine wuzu karte dekha lekin maine unhen darhi ka khilal karte nahin dekha Yeh wuzu karne ke baad unhon ne farmaya keh maine Hazrat Ali ko yunhi wuzu karte huye dekha tha
It is narrated that Muhammad ibn Ajla'an said that Qasim ibn Muhammad was asked about shaving the pubic hair, so he said I do not consider it necessary.
حضرت محمد بن عجلان کہتے ہیں کہ قاسم بن محمد سے تخلیل لحیہ کے بارے میں سوال کیا گیا تو انھوں نے فرمایا میں اسے ضروری نہیں سمجھتا۔
Hazrat Muhammad bin Ajlan kahte hain ki Qasim bin Muhammad se takhlil lihya ke bare mein sawal kiya gaya to unhon ne farmaya mein ise zaroori nahin samjhta.