On a woman becoming ritually impure then menstruating
فِي الْمَرْأَةِ تُجْنِبُ ثُمَّ تَحِيضُ
Musannaf Ibn Abi Shaybah 838
Hazrat Abraham said about a woman who experiences menstruation while in a state of Janabat (major ritual impurity) that she should perform Ghusl (ritual bath).
حضرت ابراہیم ایسی عورت کے بارے میں جسے حالت جنابت میں حیض آجائے فرماتے ہیں کہ وہ غسل کرے۔
Hazrat Ibrahim aisi aurat ke bare mein jise halat junubat mein haiz ajaye farmate hain ke wo ghusl kare.
Hazrat Hassan (R.A) said about a woman who experiences menstruation while in the state of Janabah (major ritual impurity), that Hazrat Anas (R.A) used to prefer that such a woman should perform Ghusl (ritual bath).
حضرت حسن ایسی عورت کے بارے میں جسے حالت جنابت میں حیض آجائے فرماتے ہیں کہ حضرت انس کو پسند تھا کہ ایسی عورت غسل کرلے۔
Hazrat Hassan aisi aurat ke bare mein jise halat e janabat mein haiz aajae farmate hain ke Hazrat Anas ko pasand tha ke aisi aurat ghusl karle.
Hazrat Shuba narrated that I asked Hazrat Hakam and Hazrat Hammad about a woman who gets her period while in the state of Janabat (major impurity after intercourse). They said that she should perform Ghusl (ritual bath).
حضرت شعبہ فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت حکم اور حضرت حماد سے ایسی عورت کے بارے میں پوچھا جسے حالت جنابت میں حیض آجائے تو فرمایا یہ غسل کرے۔
Hazrat Shuba farmate hain ke maine Hazrat Hukam aur Hazrat Hammad se aisi aurat ke bare mein poocha jise halat janabat mein haiz aajaye to farmaya ye ghusl kare.
Jabir ibn Zayd was asked about a woman who begins menstruating before performing the ritual bath after sexual intercourse. He said, "If she begins menstruating, then it is obligatory for her to perform the ritual bath."
حضرت جابر بن زید سے اس عورت کے بارے میں سوال کیا گیا جسے حالت جنابت میں غسل کرنے سے پہلے حیض آجائے۔ فرمایا ” اگر وہ حائضہ ہوگئی تو اس پر غسل کرنا لازم ہے “۔
Hazrat Jabir bin Zaid se us aurat ke bare mein sawal kiya gaya jise halat junubat mein ghusl karne se pehle haiz aa jaye. Farmaya agar wo haiza ho gayi to us par ghusl karna lazim hai.
Hazrat Ata said that one should perform ghusl for janabat (major ritual impurity) and when they become pure, they should also perform ghusl for hayd (menstruation).
حضرت عطاء فرماتے ہیں کہ وہ غسل جنابت کرے اور جب پاک ہوجائے تو حیض کا غسل بھی کرلے۔
Hazrat Ata farmate hain ke woh ghusl janabat kare aur jab pak hojaye to haiz ka ghusl bhi karle.