Hazrat Harith narrates that once Hazrat Ali asked for water and then washed his hands thrice before putting them in the utensil, then said that I saw the Messenger of Allah doing the same.
حضرت حارث فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ حضرت علی نے پانی منگوایا اور پھر اپنے ہاتھوں کو برتن میں داخل کرنے سے پہلے تین مرتبہ دھویا، پھر فرمایا کہ میں نے رسول اللہ کو یونہی کرتے دیکھا ہے۔
Hazrat Haris farmate hain ke ek martaba Hazrat Ali ne pani mangwaya aur phir apne hathon ko bartan mein dakhil karne se pehle teen martaba dhoya, phir farmaya ke maine Rasul Allah ko yunhi karte dekha hai.
Hazrat Abu Hayah narrated that once Hazrat Ali performed ablution, then washed his palms, then washed his face and arms, then said that I wanted to show you the ablution of Rasulullah (peace and blessings of Allah be upon him).
حضرت ابوحیہ فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ حضرت علی نے وضو فرمایا پھر اس میں اپنی ہتھیلیوں کو دھویا پھر اپنے چہرے اور بازوؤں کو دھویا، پھر فرمایا کہ میں تمہیں رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کا وضو دکھانا چاہتا تھا۔
Hazrat Abu Hia farmate hain keh ek martaba Hazrat Ali ne wuzu farmaya phir us mein apni hatheliyon ko dhoya phir apne chehre aur baazuwon ko dhoya phir farmaya keh main tumhen Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka wuzu dikhana chahta tha.