Hazrat Mujahid narrates that Hazrat Umar used to perform Tayammum (dry ablution) after urinating and would say, "I am performing Tayammum so that the Tasbeeh (glorification of Allah) becomes permissible for me."
حضرت مجاہد فرماتے ہیں کہ حضرت عمر پیشاب کرنے کے بعد تیمم کرتے اور فرماتے میں اس لیے تیمم کرتا ہوں تاکہ تسبیح میرے لیے حلال ہوجائے۔
Hazrat Mujahid farmate hain ke Hazrat Umar peshab karne ke baad tayammum karte aur farmate mein is liye tayammum karta hun take tasbeeh mere liye halal hojaye
Hazrat Wasil reported that once we were with Hazrat Abraham. He went to urinate and came back and washed his hands with water. Then he said, "Islam liked that the hands should be washed with water after urinating."
حضرت واصل فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ ہم حضرت ابراہیم کے ساتھ تھے۔ وہ پیشاب کرنے گئے اور واپس آ کر پانی سے ہاتھ دھوئے۔ پھر فرمایا اسلاف اس بات کو پسند کرتے تھے کہ پیشاب کے بعد پانی سے ہاتھ دھوئے جائیں۔
Hazrat Wasil farmate hain keh aik martaba hum Hazrat Ibrahim ke sath thay. Woh peshab karne gaye aur wapas aa kar pani se hath dhoye. Phir farmaya aslaaf is baat ko pasand karte thay keh peshab ke baad pani se hath dhoye jayen.
Hazrat Tawus relates that I saw both Hazrat Ibn Umar and Hazrat Ibn Abbas (may Allah be pleased with them) that after relieving themselves, a vessel of water would be brought to them, with which they would wash their faces and hands.
حضرت طاؤس کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابن عمر اور حضرت ابن عباس دونوں کو دیکھا کہ بیت الخلاء سے نکلنے کے بعد ان کے پاس پانی کا برتن لایا جاتا جس سے وہ اپنے چہروں اور ہاتھوں کو دھوتے تھے۔
Hazrat Taous kahte hain ke maine Hazrat Ibn Umar aur Hazrat Ibn Abbas dono ko dekha ke bait ul khala se nikalne ke baad un ke pass pani ka bartan laya jata jis se woh apne chehron aur hathon ko dhote the.
Hazrat Abraham states that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) used to perform ablution or wash his hands with water after coming out of the toilet.
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) بیت الخلاء سے نکلنے کے بعد وضو فرماتے یا پانی سے ہاتھ دھویا کرتے تھے۔
Hazrat Ibrahim farmate hain keh Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) bait ul khala se nikalne ke baad wuzu farmate ya pani se hath dhoya karte thay.