Hazrat Ibn Shabrima said that I was in a market with Hazrat Shabi when a mule urinated. I quickly stepped back, so he said, "There is no harm if it touches you."
حضرت ابن شبرمہ فرماتے ہیں کہ میں حضرت شعبی کے ساتھ ایک بازار میں تھا کہ ایک خچر نے پیشاب کردیا۔ میں جلدی سے پیچھے ہٹا تو انھوں نے فرمایا یہ اگر تمہیں لگ بھی جائے تو کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Ibn Shabrama farmate hain ke main Hazrat Shubi ke sath aik bazaar mein tha ke aik khachar ne peshab kar diya. Main jaldi se peeche hata to unhon ne farmaya yeh agar tumhein lag bhi jaye to koi harj nahin.
The Prophet (peace be upon him) said: "If any of you gets splashed with the urine of an animal on his clothes, and he sees it, then he should wash it. But if it is hidden from him, then he can leave it."
حضرت حکم فرماتے ہیں کہ اگر تمہارے کپڑوں پر جانور کے پیشاب کے چھینٹے پڑجائیں تو پھر اگر تم انھیں دیکھو تو دھو لو اور اگر تمہیں اس کا نشان دکھائی نہ دے تو اسے چھوڑ دو ۔
Hazrat Hukam farmate hain keh agar tumhare kapron par janwar ke peshab ke chheente parjain to phir agar tum unhen dekho to dho lo aur agar tumhen is ka nishan dikhayi na de to ise chhor do.