It was asked of Prophet Muhammad about a person who sneezes in the toilet, whether he should say Alhamdulillah or not? He said I do not see any harm in the remembrance of Allah.
حضرت محمد سے بیت الخلاء میں چھینکنے والے شخص کے بارے میں پوچھا گیا کہ وہ الحمدللہ کہے یا نہ کہے ؟ فرمایا میں اللہ کے ذکر میں کوئی حرج نہیں سمجھتا۔
Hazrat Muhammad se bait ul khalai mein chheenkne wale shakhs ke baare mein poocha gaya ke woh Alhamdulillah kahe ya na kahe? Farmaya main Allah ke zikar mein koi haraj nahi samajhta.
Abu Ishaq narrated that Abu Maysarah said about the one who sneezes in the lavatory, “I think that the mention of Allah should only be in pure places.” Ibrahim said: “He should say Alhamdulillah.”
حضرت ابو اسحاق فرماتے ہیں کہ حضرت ابو میسرہ نے بیت الخلاء میں چھینکنے والے شخص کے بارے میں فرمایا کہ میں تو سمجھتا ہوں کہ اللہ کا ذکر صرف پاکیزہ جگہ کرنا چاہیے۔ حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ وہ الحمدللہ کہے گا۔
Hazrat Abu Ishaq farmate hain ke Hazrat Abu Maisra ne bait ul khala mein chheenkne wale shakhs ke bare mein farmaya ke main to samjhta hun ke Allah ka zikr sirf pakeeza jagah karna chahiye. Hazrat Ibrahim farmate hain ke woh Alhamdulillah kahega.