Someone asked Hazrat Ali that if a person touches fresh meat and some of it sticks to his hand, what is the ruling? He replied that ablution is not necessary for it.
حضرت علی سے سوال کیا گیا کہ اگر کوئی آدمی تازہ گوشت کو ہاتھ لگائے اور اس کے ہاتھ پر کچھ لگ بھی جائے تو اس کا کیا حکم ہے ؟ فرمایا اس پر وضو لازم نہیں۔
Hazrat Ali se sawal kiya gaya keh agar koi aadmi tazah gosht ko hath lagaye aur uske hath per kuch lag bhi jaye to uska kya hukum hai? Farmaya is per wazu lazim nahi.
Hazrat Hassan was asked about a person who touches fresh meat, he said there is no harm in it and his ablution is not broken.
حضرت حسن سے اس شخص کے بارے میں سوال کیا گیا جو تازہ گوشت کو ہاتھ لگائے تو فرمایا اس میں کوئی حرج نہیں اور اس کا وضو بھی نہیں ٹوٹا۔
Hazrat Hassan se iss shakhs ke baare mein sawal kiya gaya jo tazah gosht ko haath lagaye to farmaya iss mein koi harj nahin aur iss ka wuzu bhi nahin toota.