Hazrat Ash'as narrates, "I saw Hazrat Ibn Sireen washing his beard, so I asked him, 'Is it Sunnah (recommended practice of Prophet Muhammad) to wash the beard?' He replied, 'No.'
حضرت اشعث کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابن سیرین کو داڑھی دھوتے ہوئے دیکھا تو عرض کیا کہ کیا داڑھی کا دھونا سنت ہے ؟ فرمایا نہیں۔
Hazrat Ashas kehte hain ke maine Hazrat Ibn Sireen ko darhi dhote hue dekha to arz kiya ke kya darhi ka dhona sunnat hai? Farmaya nahin.
Hasan al-Basri said that Ubaydullah and Ibrahim considered it desirable to let the water of ablution reach the roots of the beard.
حضرت حسن بصری کہتے ہیں کہ حضرت عبیدہ اور حضرت ابراہیم اس بات کو مستحب سمجھتے تھے کہ وضو کا پانی داڑھی کی جڑوں تک پہنچایا جائے۔
Hazrat Hassan Basri kehte hain ke Hazrat Ubaidah aur Hazrat Ibrahim is baat ko mustahab samajhte the ke wuzu ka pani darhi ki jaron tak pahuchaya jaye.
Sayyidina Sa'eed ibn Jubair said: "It is strange that a man washes his beard before the hair grows, but why doesn't he wash it after the hair grows?"
حضرت سعید بن جبیر فرماتے ہیں کہ عجیب بات ہے کہ آدمی بالوں کے اگنے سے پہلے داڑھی کو دھوتا ہے لیکن نہ جانے داڑھی کے بال آجانے کے بعد کیوں نہیں دھوتا !
Hazrat Saeed bin Jubair farmate hain ke ajeeb baat hai ke aadmi balon ke ugne se pehle darhi ko dhota hai lekin na jane darhi ke baal aajane ke baad kyun nahi dhota!