Hazrat Yunus narrates that Hazrat Hasan Basri used to say that it is permissible to wipe over the feet and wiping will be done on both the inner and outer parts of the feet.
حضرت یونس کہتے ہیں کہ حضرت حسن بصری کہا کرتے تھے کہ پاؤں پر مسح کیا جاسکتا ہے اور مسح پاؤں کے باطنی اور ظاہری دونوں حصوں پر کیا جائے گا۔
Hazrat Younas kehty hain keh Hazrat Hassan Basri kaha kerty thy keh paon per masah kia ja sakta hai aur masah paon k batni aur zahiri dono hisson per kia jaye ga.
Hazrat Shabi said that it is permissible to wipe over the feet. Don't you see that the limbs that were obligatory to wash in ablution have been left in Tayammum and the limbs that were to be wiped have been left out in Tayammum?
حضرت شعبی فرماتے ہیں کہ پاؤں پر مسح کرنا جائز ہے، کیا تم نہیں دیکھتے کہ جن اعضاء کو وضو میں دھونا فرض تھا انھیں تیمم میں باقی رکھا گیا اور جن اعضاء کا مسح تھا تیمم میں انھیں چھوڑ دیا گیا ہے۔
Hazrat Shabi farmate hain ke paon per masah karna jaiz hai kya tum nahin dekhte ke jin aaza ko wuzu mein dhona farz tha unhen tayammum mein baqi rakha gaya aur jin aaza ka masah tha tayammum mein unhen chhor diya gaya hai
Hazrat Ali says that if intellect had any role to play in religion, then masah (wiping) would have been done on the inside of the feet instead of the top, because I saw the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) performing masah on the top of the feet.
حضرت علی فرماتے ہیں کہ اگر دین میں عقل کا عمل دخل ہوتا تو پاؤں کے ظاہری حصہ کے بجائے اس کے اندرونی حصہ پر مسح کیا جاتا، جبکہ میں نے رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو پاؤں کے ظاہری حصہ پر مسح کرتے دیکھا ہے۔
Hazrat Ali farmate hain keh agar deen mein aql ka amal dakhal hota to paon ke zahiri hissa ke bajaye us ke andaruni hissa par masah kiya jata, jabkeh maine Rasul Allah (Sallallaho Alaihe Wasallam) ko paon ke zahiri hissa par masah karte dekha hai.