Hazrat Timi says that I asked Hazrat Ta'us about the wound that is on a man's face or any other limb and there is medicine or a bandage on it, what is the ruling on it for ablution? He said if there is a fear of harm then wipe over it and if there is no fear of harm then remove it.
حضرت تیمی کہتے ہیں کہ میں نے حضرت طاؤس سے اس زخم کے بارے میں سوال کیا جو آدمی کے چہرے یا کسی دوسرے عضو پر ہو اور اس پر دوائی یا پٹی ہو کہ وضو کے لیے اس کا کیا حکم ہے ؟ فرمایا اگر نقصان کا اندیشہ ہو تو اس پر مسح کرلے اور اگر نقصان کا اندیشہ نہ ہو تو اسے کھول لے۔
Hazrat Tami kehty hain keh maine Hazrat Taus se iss zakhm k bary mein sawal kiya jo aadmi k chehry ya kisi dosry uzu par ho aur iss par dawai ya patti ho keh wuzu k liye iss ka kya hukum hai? Farmaya agar nuqsan ka andesha ho to iss par masah karle aur agar nuqsan ka andesha na ho to isse khol le.
Hazrat Imran bin Hadeer narrates that I developed a plague sore, so I asked Abu Majliz about it. He said to apply miswak over it.
حضرت عمران بن حدیر فرماتے ہیں کہ مجھے طاعون کا ایک زخم ہوا تو میں نے اس کے بارے میں ابو مجلز سے سوال کیا۔ انھوں نے فرمایا کہ اس پر مسح کرلو۔
Hazrat Imran bin Hadeer farmate hain keh mujhe taoon ka aik zakhm hua to maine uske bare mein Abu Mujlaz se sawal kiya unhon ne farmaya keh us par masah karlo
Hazrat Salama bin Kahil reported: I got wounded here (below the eyebrows) so I tied a bandage over it. And I asked Hazrat Saeed bin Jubair about it, should I wipe over it? He said yes.
حضرت سلمہ بن کہیل فرماتے ہیں کہ مجھے یہاں (بھنوؤں کے نیچے) چوٹ لگی تو میں نے اس پر پٹی باندھ لی۔ اور اس بارے میں حضرت سعید بن جبیر سے پوچھا کہ کیا اس پر مسح کروں ؟ فرمایا ہاں۔
Hazrat Salma bin Kahil farmate hain keh mujhe yahan (bhaunon ke neeche) chot lagi to main ne is par patti bandh li aur is baare mein Hazrat Saeed bin Jubair se poocha keh kya is par masah karoon? Farmaya haan.
Hazrat Amr bin Murrah narrates that once Hazrat Yusuf bin Mahak came to our place as a guest. He had a wet dream while he was also injured. We went to Ubayd bin Umair and asked him about it, so he said to wash the area around the wound and do not let water touch the wound.
حضرت عمرو بن مرہ فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ حضرت یوسف بن ماہک مہمان بن کر ہمارے ہاں تشریف لائے۔ انھیں احتلام ہوگیا جب کہ وہ زخمی بھی تھے۔ ہم عبید بن عمیر کے پاس آئے اور ان کے بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ زخم کے اردگرد کا حصہ دھو لیں اور زخم کو پانی نہ لگائیں۔
Hazrat Amr bin Murrah farmate hain ki aik martaba Hazrat Yusuf bin Mahak mehman bankar hamare han tashreef laye unhen ehtelam hogaya jabke woh zakhmi bhi thay hum Ubaid bin Umair ke paas aye aur unke bare mein sawal kiya to unhon ne farmaya ke zakhm ke gird ka hissa dho len aur zakhm ko pani na lagayen
The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said that if a person has a wound on his hand or foot and there is a fear of harm from water getting to it, then he should wrap a bandage over it and wipe over it (during ablution).
حضرت حکم فرماتے ہیں کہ جب آدمی کے ہاتھ یا پاؤں پر زخم ہو اور اسے پانی لگنے سے نقصان کا اندیشہ ہو تو اس پر پٹی رکھ کر اس پر مسح کرلے۔
Hazrat Hukam farmate hain keh jab aadmi ke hath ya paon par zakhm ho aur usay pani lagne se nuqsan ka andesha ho to us par patti rakh kar us par masah karle.
Hazrat Ibn Umar said that if a person with a bandage on his wound is afraid of being harmed by water, he should wipe around it and avoid washing it.
حضرت ابن عمر فرماتے ہیں کہ اگر زخم پر پٹی باندھے ہوئے شخص کو پانی سے نقصان کا اندیشہ ہو تو اس کے اردگرد کا مسح کرلے اور اسے دھونے سے اجتناب کرے۔
Hazrat Ibn Umar farmate hain keh agar zakhm par patti bandhe hue shakhs ko pani se nuqsan ka andesha ho to uske ird gird ka masah karle aur use dhoone se ijtinab kare.