Jabir ibn Zayd was asked whether it is permissible to use the sediment of wine in the bathroom or to use it as medicine on a wound. He said that it is a filthy thing and Allah Almighty has commanded us to avoid it.
حضرت جابر بن زید سے سوال کیا گیا کہ کیا حمام میں شراب کی تلچھٹ کا استعمال یا زخم پر دوائی کے لیے اس کا استعمال درست ہے ؟ انھوں نے فرمایا کہ وہ ناپاک چیز ہے اللہ تعالیٰ نے اس سے بچنے کا حکم دیا ہے۔
Hazrat Jabir bin Zaid se sawal kya gaya keh kya hammam mein sharaab ki talchhat ka istemaal ya zakhm par dawai ke liye iska istemaal durust hai? Unhon ne farmaya keh woh napak cheez hai Allah ta'ala ne is se bachne ka hukm diya hai.