Hazrat Abdur Rahman bin Yazid narrates that some people said to Hazrat Salman that your Prophet (PBUH) has taught you everything even how to clean yourself after relieving yourself. He said, "Yes, and they have forbidden us from cleaning ourselves with the right hand."
حضرت عبد الرحمن بن یزید فرماتے ہیں کہ کچھ لوگوں نے حضرت سلمان سے کہا کہ تمہارے نبی نے تو تمہیں ہر چیز حتی کہ استنجاء کرنے کا طریقہ بھی سکھا دیا ہے ! فرمایا ہاں، اور انھوں نے ہمیں اس بات سے منع کیا ہے کہ ہم دائیں ہاتھ سے استنجاء کریں۔
Hazrat Abdur Rehman bin Yazid farmate hain keh kuch logon ne Hazrat Salman se kaha keh tumhare nabi ne to tumhen har cheez hatta keh istinja karne ka tareeqa bhi sikha diya hai! Farmaya haan, aur unhon ne hamen is baat se mana kya hai keh hum daen hath se istinja karen.
Hazrat Aisha narrates that Prophet Mohammad (peace be upon him) used to use his right hand for eating and praying, and his left hand you had reserved for other tasks.
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کا دایاں ہاتھ تو کھانے اور نماز کے لیے تھا اور بائیں ہاتھ کو آپ نے دوسرے کاموں کے لیے وقف کر رکھا تھا۔
Hazrat Ayesha farmati hain keh Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka daayan haath to khane aur namaz ke liye tha aur baen haath ko aap ne dusre kaamon ke liye waqf kar rakha tha.
Hazrat Hafsa (may Allah be pleased with her) narrates that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) used his right hand for eating, drinking, performing ablution, wearing clothes, and praying, and his left hand for other tasks.
حضرت حفصہ فرماتی ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کا دایاں ہاتھ کھانے، پینے، وضو، کپڑے پہننے اور نماز کے لیے تھا اور بایاں ہاتھ دوسرے کاموں کے لیے مقرر تھا۔
Hazrat Hafsa farmati hain keh Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka dayan hath khanay, peenay, wuzu, kapray pehenne aur namaz ke liye tha aur bayan hath dusre kaamon ke liye muqarar tha.
Prophet Abraham said that the right hand of a man should be for eating and drinking and the left hand should be for spitting, cleaning oneself after relieving oneself, etc.
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ آدمی کا دایاں ہاتھ کھانے اور پینے کے لیے ہونا چاہیے اور بایاں ہاتھ تھوک اور استنجاء وغیرہ کے لیے ہونا چاہیے۔
Hazrat Ibrahim farmate hain keh aadmi ka daayan hath khanay aur peenay kay liye hona chahiye aur baayan hath thook aur istinja waghaira kay liye hona chahiye.