Hazrat Maymunah (RA) narrates that a towel was brought to the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) after wudu, but he did not take it in his hand and said that water can be shaken off like this.
حضرت میمونہ فرماتی ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے پاس وضو کے بعد ایک رومال لایا گیا لیکن آپ نے اسے ہاتھ نہ لگایا اور فرمانے لگے کہ پانی کو یوں جھاڑا جاسکتا ہے۔
Hazrat Maimoona farmati hain ke Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke pas wazu ke baad ek roomal laya gaya lekin aap ne usay hath na lagaya aur farmane lage ke pani ko yun jhara jaskata hai.
Hazrat Ibn Abbas states that a towel should be used after Ghusl (bath taken after sexual intercourse or ejaculation), but a towel should not be used after performing ablution for prayer.
حضرت ابن عباس فرماتے ہیں کہ غسل جنابت کے بعد رومال استعمال کیا جائے لیکن نماز کا وضو کرنے کے بعد رومال استعمال نہیں کیا جائے گا۔
Hazrat Ibn Abbas farmate hain ke ghusl junabat ke baad rumal istemaal kiya jaye lekin namaz ka wuzu karne ke baad rumal istemaal nahin kiya jaye ga.
Hazrat Saeed bin Al-Musayyab considered the use of a handkerchief undesirable and said that even the water (used to wash it) would be weighed (on the Day of Judgement).
حضرت سعید بن المسیب رومال کے استعمال کو مکروہ خیال کرتے تھے اور فرماتے تھے کہ اس پانی کا بھی وزن کیا جائے گا۔
Hazrat Saeed bin al-Musayyab rumal ke istamaal ko makrooh khayaal karte thay aur farmate thay ke iss pani ka bhi wazan kiya jayega.