Hazrat A'mash narrated that Hazrat Yahya bin Waththab used to brush his teeth in the mosque. When the prayer would start, he would join the prayer without touching water.
حضرت اعمش فرماتے ہیں کہ حضرت یحییٰ بن وثاب مسجد میں مسواک کرتے تھے۔ جب نماز کھڑی ہوجاتی تو پانی کو چھوئے بغیر نماز میں شریک ہوجاتے۔
Hazrat Aamash farmate hain ke Hazrat Yahya bin Wasab masjid mein miswak karte thay. Jab namaz khari hojaati to pani ko chooe baghair namaz mein sharik hojaate.
Hazrat Abu Mashar narrates that I asked Hazrat Abraham about Miswak, he replied who can count the benefits of Miswak? The companions of Prophet Muhammad used to use Miswak after witr prayer and also before two rakat prayers.
حضرت ابو معشر کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابراہیم سے مسواک کے بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ مسواک کی طاقت کون رکھتا ہے ؟ صحابہ کرام تو وتر کے بعد اور دو رکعتوں سے پہلے بھی مسواک کیا کرتے تھے۔
Hazrat Abu Mashar kehte hain ke maine Hazrat Ibrahim se miswak ke bare mein sawal kiya to unhon ne farmaya ke miswak ki taqat kaun rakhta hai? Sahaba kiram to witr ke baad aur do rakaton se pehle bhi miswak kiya karte the.