Hazrat Hafsa narrates that some people asked Hazrat Sha'bi about the method of wiping over socks, so they pointed their hands downwards.
حضرت حفص فرماتے ہیں کہ کچھ لوگوں نے حضرت شعبی سے موزوں پر مسح کا طریقہ دریافت کیا تو انھوں نے ہاتھوں کو نیچے کی جانب پھیر کر دکھایا۔
Hazrat Hafs farmate hain ke kuch logon ne Hazrat Shubi se mozon par masah ka tareeqa daryaft kiya to unhon ne hathon ko neeche ki jaanib phair kar dikhaya.
Hazrat Shabi said that he would wipe over the socks like this, then he showed by moving his hands over the feet from the upper part towards the edges of the toes.
حضرت شعبی فرماتے ہیں کہ موزوں پر مسح یوں کرے گا، پھر انھوں نے ہاتھوں کو پاؤں کے ظاہری حصہ سے انگلیوں کے کناروں کی طرف پھیر کر دکھایا۔
Hazrat Shabi farmaty hain keh mozon per masah yun kary ga, phir unhon ne hathon ko paon ke zahiri hissa se ungliyon ke kinaron ki taraf pher kar dikhaya.
Hazrat Saeed bin Abdulaziz narrates that I asked Hazrat Zuhri about the method of wiping over the socks (masah), so he said that one should wipe from the toes to the upper part of the feet.
حضرت سعید بن عبدالعزیز فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت زہری سے مسح کا طریقہ دریافت کیا تو انھوں نے فرمایا کہ ہاتھوں کو پاؤں کے اگلے حصہ سے اوپری حصہ کی طرف پھیرے۔
Hazrat Saeed bin Abdul Aziz farmate hain keh maine Hazrat Zuhri se masah ka tareeqa daryaft kiya to unhon ne farmaya keh hathon ko paon ke agle hisse se upri hissa ki taraf phere.