Hazrat Aws bin Abi Aws narrates that I went to a spring with my father which belonged to the villagers. They made ablution there and wiped over their leather socks, so I asked them about it. So they said, "I saw the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) doing the same."
حضرت اوس بن ابی اوس فرماتے ہیں کہ میں اپنے والد کے ساتھ دیہاتیوں کے ایک چشمے پر گیا۔ انھوں نے وہاں وضو کیا اور جوتیوں پر مسح کیا، پھر میں نے ان سے اس بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ میں نے رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو یونہی کرتے دیکھا ہے۔
Hazrat Aws bin Abi Aws farmate hain ke main apne wald ke sath dehatiyon ke aik chashme par gaya. Unhon ne wahan wuzu kiya aur jootiyon par masah kiya, phir maine un se is bare mein sawal kiya to unhon ne farmaya ke maine Rasulullah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko yunhi karte dekha hai.
Hazrat Abu Zabyan narrates: I saw Hazrat Ali relieving himself while standing. Then he performed ablution and wiped over his shoes. When the Muazzin called for prayer, he took off his shoes.
حضرت ابو ظبیان کہتے ہیں کہ میں نے حضرت علی کو دیکھا کہ انھوں نے کھڑے ہو کر پیشاب کیا پھر وضو کیا اور جوتوں پر مسح فرمایا، پھر مؤذن نے اقامت کہی تو انھوں نے جوتے اتار دئیے۔
Hazrat Abu Zubair kehte hain ke maine Hazrat Ali ko dekha ke unhon ne kharay ho kar peshab kiya phir wuzu kiya aur joton par masah farmaya phir moazzan ne iqamat kahi to unhon ne joote utar diye.