Hazrat Ayub said that I asked Nafi' about performing ablution with warm water. He said that Hazrat Ibn Umar used to perform ablution with warm water.
حضرت ایوب کہتے ہیں کہ میں نے نافع سے پوچھا کہ گرم پانی سے وضو کرنا کیسا ہے ؟ انھوں نے فرمایا کہ حضرت ابن عمر گرم پانی سے وضو کیا کرتے تھے۔
Hazrat Ayyub kehte hain keh main ne Nafi se poocha keh garam pani se wuzu karna kaisa hai? Unhon ne farmaya keh Hazrat Ibn Umar garam pani se wuzu kiya karte thay.
Hazrat Ibn Umar narrates that ablution can be performed with water heated by fire. When I perform ablution with warm water, I mix it (with cold water).
حضرت ابن یعمر فرماتے ہیں کہ آگ کے ذریعہ گرم کردہ پانی سے وضو ہوجاتا ہے۔ جب میں گرم پانی سے وضو کرتا ہوں تو اس میں (ٹھنڈے پانی کی) آمیزش کرلیتا ہوں۔
Hazrat Ibn Umar farmate hain keh aag ke zariye garm kardah pani se wuzu hojata hai. Jab main garm pani se wuzu karta hun to us mein thhande pani ki amizish karleta hun.
Hazrat Abdullah bin Abbas narrates that we use the oil which has been cooked on fire and we perform ablution with the water which has been heated on fire.
حضرت عبداللہ بن عباس فرماتے ہیں کہ ہم وہ تیل استعمال کرتے ہیں جسے آگ پر پکایا گیا ہو اور اس پانی سے وضو کرتے ہیں جسے آگ پر گرم کیا گیا ہو۔
Hazrat Abdullah bin Abbas farmate hain keh hum woh tail istemaal karte hain jise aag par pakaya gaya ho aur iss pani se wuzu karte hain jise aag par garam kiya gaya ho