Hazrat Akrama narrates that Hazrat Saad said that when you perform ablution once, then until your ablution is not broken, keep praying with the same ablution and Hazrat Ali, referring to a verse of the Holy Quran, said that when you intend to pray, wash your faces and your hands.
حضرت عکرمہ فرماتے ہیں کہ حضرت سعد نے فرمایا کہ جب تم ایک مرتبہ وضو کرلو تو جب تک وضو نہ ٹوٹے اسی سے نماز پڑھتے رہو اور حضرت علی نے قرآن مجید کی آیت کا حوالہ دے کر فرمایا کہ جب تم نماز کا ارادہ کرو تو اپنے چہروں اور اپنے ہاتھوں کو دھو لو۔
Hazrat Akrma farmate hain keh Hazrat Saad ne farmaya keh jab tum aik martaba wuzu karlo to jab tak wuzu na toote usi se namaz parhte raho aur Hazrat Ali ne Quran Majeed ki ayat ka hawala de kar farmaya keh jab tum namaz ka irada karo to apne chehron aur apne hathon ko dho lo.
Prophet Muhammad said that Hazrat Abu Bakr, Hazrat Umar and Hazrat Usman used to perform ablution for every prayer. If they were in the mosque, they would ask for a basin.
حضرت محمد فرماتے ہیں کہ حضرت ابو بکر، حضرت عمر اور حضرت عثمان ہر نماز کے لیے الگ وضو کیا کرتے تھے۔ اگر وہ مسجد میں ہوتے تو طشت منگوا لیتے۔
Hazrat Muhammad farmate hain keh Hazrat Abu Bakr, Hazrat Umar aur Hazrat Usman har namaz ke liye alag wuzu kiya karte thay. Agar woh masjid mein hotay to tasht mangwa letay.