Hazrat Abdul Khayr states that once Hazrat Ali performed ablution and in it, he rinsed his mouth three times with one handful of water and cleaned his nose three times. Then, he said, "The ablution of your Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) was like this."
حضرت عبد خیر فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ حضرت علی نے وضو فرمایا اور اس میں ایک چلو سے تین مرتبہ کلی کی اور تین مرتبہ ناک صاف فرمایا، پھر ارشاد فرمایا ” تمہارے نبی (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کا وضو ایسا تھا،
Hazrat Abd Khair farmate hain ke ek martaba Hazrat Ali ne wuzu farmaya aur is mein ek chulu se teen martaba kuli ki aur teen martaba nak saaf farmaya, phir irshad farmaya ” tumhare nabi (sallallahu alaihi wasallam) ka wuzu aisa tha,
Hazrat Ibn Abbas narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) once took water for ablution and with the same water he also rinsed his mouth and cleaned his nose.
حضرت ابن عباس فرماتے ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے وضو میں ایک مرتبہ پانی لیا اور اسی سے کلی بھی فرمائی اور ناک بھی صاف فرمایا۔
Hazrat Ibn Abbas farmate hain keh Nabi Pak (SAW) ne wuzu mein ek martaba pani liya aur usi se kuli bhi farmai aur naak bhi saaf farmaya.