Hazrat Hasan and Hazrat Muhammad (peace be upon them) said that after cupping, a person should perform ablution and wash the area where the cupping was done.
حضرت حسن اور حضرت محمد فرماتے ہیں کہ پچھنے لگوانے کے بعد آدمی وضو کرلے اور پچھنوں کی جگہ کو دھو لے۔
Hazrat Hassan aur Hazrat Muhammad farmate hain keh pachhne lagwane ke baad aadmi wuzu karle aur pachhno ki jagah ko dho le.
According to Hazrat Makhool, there is no harm if a person does not take a bath after cupping. In fact, if there are no blood marks, it is not even necessary to wash the area of cupping.
حضرت مکحول کے نزدیک اگر آدمی پچھنے لگوانے کے بعد غسل نہ کرے تو کوئی حرج نہیں، حتی کہ اگر خون کے نشانات نہ ہوں تو پچھنے کی جگہ کو دھونا بھی ضروری نہیں۔
Hazrat Makhool ke nazdeek agar aadmi puchne lagwane ke baad ghusl na kare to koi harj nahi, hatta ke agar khoon ke nishanaat na hon to puchne ki jaga ko dhona bhi zaroori nahi.
Hazrat Jabir (R.A) narrates that I asked Hazrat Qasim, Hazrat Aamir and Hazrat Taa'us, "Should I perform Ghusl (ritual bath) after Cupping Therapy?" They replied, "No." Abu Ja'far said, "Just wash the marks of the cups."
حضرت جابر فرماتے ہیں کہ حضرت قاسم، حضرت عامر اور حضرت طاوس سے میں نے پوچھا ” کیا میں پچھنے لگوانے کے بعد غسل کروں۔ انھوں نے کہا ” نہیں “ ابو جعفر نے فرمایا ” صرف پچھنوں کے نشانات دھو لو “۔
Hazrat Jabir farmate hain keh Hazrat Qasim, Hazrat Aamir aur Hazrat Taa'us se maine poocha ” kya main pachhne lagwane ke baad ghusl karun. Unhon ne kaha ” nahin “ Abu Ja'far ne farmaya ” sirf pichnon ke nishan dho lo “.