It is narrated from Hazrat Ibrahim that a woman came to Hazrat Alqama and said, "I treat the sick, so can I stand by him in the state of menstruation?" He said, "Yes, but when he is brought to you, avoid his head."
حضرت ابراہیم سے مروی ہے حضرت علقمہ کے پاس ایک عورت آئی اور عرض کیا میں مریض کا علاج کرتی ہوں تو کیا میں حائضہ ہونے کی حالت میں اس کے پاس کھڑی ہوسکتی ہوں ؟ آپ نے فرمایا ہاں جب وہ تمہارے پاس لایا جائے تو اس کے سر سے اجتناب کرو۔
Hazrat Ibrahim se marvi hai Hazrat Ulqama ke paas ek aurat aai aur arz kiya main mareedh ka ilaaj karti hun to kya main haizah hone ki halat mein uske paas khari hosakti hun? Aap ne farmaya haan jab wo tumhare paas laya jaye to uske sar se ijtinaab karo.