Hazrat Anas bin Abi Yahya narrated from his father that once a dead body was kept (for burial). Hazrat Ibn Umar stood up and said, "Where is the guardian of this dead body? We should offer his funeral prayer before the sun rises."
حضرت انیس بن ابی یحییٰ اپنے والد سے روایت کرتے ہیں کہ ایک جنازہ رکھا گیا تو حضرت ابن عمر یہ فرماتے ہوئے کھڑے ہوگئے کہ اس جنازہ کا ولی کہاں ہے تاکہ طلوع شمس سے پہلے پہلے اس کی نماز جنازہ پڑھ لیں۔
Hazrat Anis bin Abi Yahya apne walid se riwayat karte hain ke ek janaza rakha gaya to Hazrat Ibn Umar ye farmate hue khare hogaye ke is janaze ka wali kahan hai taake talu e shams se pehle pehle is ki namaz e janaza parh len.
Hazrat Abu Husayn narrates that Hazrat Ubaydah had willed that Hazrat Aswad should lead his funeral prayer. He was called before sunset, so he led the funeral prayer before sunset.
حضرت ابو حصین فرماتے ہیں کہ حضرت عبیدہ نے وصیت فرمائی تھی کہ ان کی نماز جنازہ حضرت اسود پڑھائے۔ ان کو غروب شمس سے پہلے بلایا گیا تو انھوں نے غروب آفتاب سے پہلے ہی نماز جنازہ پڑھا دی۔
Hazrat Abu Husain farmate hain ke Hazrat Ubaidah ne wasiyat farmai thi ke unki namaz janaza Hazrat Aswad parhaen. Un ko ghuroob shams se pehle bulaya gaya to unhon ne ghuroob aaftab se pehle hi namaz janaza parha di.
It was narrated from 'Amr that he was asked what Jabir said about burying the deceased at sunrise, sunset, or when part of the sun had set? He said: "No."
حضرت عمرو فرماتے ہیں کہ حضرت جابر سے دریافت کیا گیا کہ طلوع شمس، غروب شمس یا بعض حصہ غروب ہونے کے وقت جنازہ کو دفن کیا جائے گا ؟ آپ نے فرمایا نہیں۔
Hazrat Amr farmate hain ki Hazrat Jabir se daryaft kiya gaya ki talu shams, ghuroob shams ya baaz hissa ghuroob hone ke waqt janaze ko dafan kiya jaye ga? Aap ne farmaya nahin.
Prophet Muhammad (PBUH) preferred that the funeral prayer be offered before the Asr prayer. He disliked it if the Asr prayer was offered before the funeral prayer.
حضرت محمد اس بات کو پسند فرماتے تھے کہ پہلے جنازہ کی نماز پڑھی جائے پھر عصر کی، وہ اس بات کو ناپسند فرماتے تھے کہ پہلے عصر کی نماز ہو اس کے بعد نماز جنازہ۔
Hazrat Muhammad is baat ko pasand farmate thay keh pehle janaza ki namaz parhayi jaye phir asar ki, woh is baat ko napasand farmate thay keh pehle asar ki namaz ho us ke baad namaz janaza.
It is narrated from Hazrat Ibn Hafs that Abdullah bin Umar used to say after praying Asr when there was a funeral - Hurry up before the sun sets.
حضرت ابن حفص سے مروی ہے کہ عبداللہ بن عمر جب جنازہ موجود ہوتا تو عصر کی نماز پڑھ کر فرماتے ہیں جلدی کر قبل اس کے کہ سورج غروب ہوجائے۔
Hazrat Ibn Hafs se marvi hai ki Abdullah bin Umar jab janaza mojood hota to Asr ki namaz parh kar farmate hain jaldi karo qabal iske ke sooraj ghuroob hojaye.