Hazrat Ibn Aun said that I saw Hazrat Hassan and Hazrat Muhammad at a funeral. You both did not give shoulder to the bier and came back.
حضرت ابن عون فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت حسن اور حضرت محمد کو دیکھا ایک جنازے میں آپ دونوں نے جنازے کو کندھا نہ دیا اور واپس لوٹ آئے۔
Hazrat Ibn Aun farmate hain ke maine Hazrat Hasan aur Hazrat Muhammad ko dekha ek janaze mein aap donon ne janaze ko kandha na diya aur wapas laut aaye.
Hazrat Al-Bara bin Yazid said that I saw Hazrat Shabi at a funeral. I saw that you were walking behind the funeral but you didn't offer your shoulder (to carry the bier). Neither did you touch his feet until the deceased was placed by the edge of the grave. Then you moved away and sat down, and you were old at that time.
حضرت البراء بن یزید فرماتے ہیں کہ میں نے ایک جنازے میں حضرت شعبی کو دیکھا، میں نے آپکو دیکھا کہ آپ جنازے کے پیچھے چل رہے تھے اور اس کو کندھا نہ دیا۔ اور نہ ہی اس کے پائیوں کو ہاتھ لگایا یہاں تک کہ میت کو قبر کے کنارے رکھ دیا گیا پھر آپ وہاں سے ہٹ کر بیٹھ گئے اور آپ اسوقت بوڑھے تھے۔
Hazrat Albara bin Yazid farmaty hain keh maine ek janaze mein Hazrat Shubi ko dekha, maine aapko dekha keh aap janaze k peechy chal rahy thy aur usko kandha na diya. Aur na hi us k paon ko hath lagaya yahan tak keh mayyat ko qabar k kinare rakh diya gaya phir aap wahan se hat kar baith gaye aur aap us waqt boorhy thy.