Hazrat Abu Al-Arian Hazifi narrated that he prayed the funeral prayer behind Hazrat Hasan bin Ali and when the prayer was completed he held his hand and asked what he recited. You said that I recited Surah Al-Fatiha on it.
حضرت ابو العریان الحذائ فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت حسن بن علی کے پیچھے نماز جنازہ پڑھی، جب نماز سے فارغ ہوئے میں نے ان کا ہاتھ پکڑ کر عرض کیا کہ آپ نے کیا کیا ؟ آپ نے فرمایا میں نے اس پر سورة الفاتحہ پڑھی۔
Hazrat Abu al Arian al Hudhai farmate hain ke main ne Hazrat Hasan bin Ali ke peeche namaz janaza parhi, jab namaz se farigh hue main ne un ka hath pakar kar arz kiya ke aap ne kya kya? Aap ne farmaya main ne is par Surah al Fatiha parhi.
It is narrated on the authority of Hazrat Qatadah from a person belonging to Himdan that Hazrat Abdullah bin Masood used to recite Surah Fatiha in the funeral prayer.
حضرت قتادہ ھمدان کے شخص سے روایت کرتے ہیں کہ حضرت عبداللہ بن مسعود نماز جنازہ میں سورة الفاتحہ کی تلاوت فرماتے۔
Hazrat Qatadah Hamdan ke shakhs se riwayat karte hain ke Hazrat Abdullah bin Masood namaz janaza mein Surah Fatiha ki tilawat farmate.
Hazrat Bara reported: Hazrat Mu'adh used to recite Surah Fatiha in the first two Takbirs of the funeral prayer. If people gave him time to supplicate, he would supplicate in the prayer.
حضرت برد فرماتے ہیں کہ حضرت مکحول نماز جنازہ کی پہلی دو تکبیرات میں سورة الفاتحہ پڑھتے۔ اگر لوگ انھیں دعا کا موقع دیتے تو نماز میں دعا مانگتے۔
Hazrat Bard farmate hain keh Hazrat Makhool namaz janaza ki pehli do takbeerat mein Surah Fatiha parhte. Agar log unhen dua ka mauqa dete to namaz mein dua mangte.
Hazrat Saeed narrates that Hazrat Abdullah bin Abbas recited in a loud voice in the funeral prayer and then said I recited in a loud voice so that you people may know that there is recitation in the funeral prayer.
حضرت سعید فرماتے ہیں کہ حضرت عبداللہ بن عباس نے نماز جنازہ میں اونچی آواز سے تلاوت فرمائی اور پھر فرمایا میں نے اس لیے بلند آواز میں تلاوت کی تاکہ آپ لوگوں کو معلوم ہوجائے کہ نماز جنازہ میں تلاوت ہے۔
Hazrat Saeed farmate hain keh Hazrat Abdullah bin Abbas ne namaz janaza mein oonchi aawaz se tilawat farmai aur phir farmaya mein ne is liye buland aawaz mein tilawat ki taake aap logon ko maloom hojaye keh namaz janaza mein tilawat hai.