Hazrat Ibn Abbas (may Allah be pleased with him) said: When you fear that you will miss the funeral prayer and you do not have ablution at that time, then perform tayammum and offer the funeral prayer.
حضرت ابن عباس ارشاد فرماتے ہیں جب آپ کو خوف ہو کہ آپ کی نماز جنازہ قضا ہوجائے گی اور اس وقت آپ کا وضو نہ ہو تو آپ تیمم کرلو اور نماز جنازہ ادا کرلو۔
Hazrat Ibn Abbas irshad farmate hain jab aap ko khauf ho ke aap ki namaz janaza qaza ho jae gi aur us waqt aap ka wazu na ho to aap tayammum kar lo aur namaz janaza ada kar lo
Hazrat Ibrahim said that when the time for the funeral prayer comes and you are not in the state of ablution, then if you have water, perform ablution and offer the prayer, and if you do not have water, perform tayammum and offer the funeral prayer.
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں جب نماز جنازہ (کا وقت) آجائے اور آپ کا وضو نہ ہو تو اگر اس وقت آپ کے پاس پانی موجود ہے تو وضو کر کے نماز ادا کرلو، اور اگر پانی نہ ہو تو تیمم کر کے نماز جنازہ ادا کرلو۔
Hazrat Ibrahim farmate hain jab namaz janaza (ka waqt) aajaye aur aap ka wuzu na ho to agar us waqt aap ke pass pani mojood hai to wuzu kar ke namaz ada karlo, aur agar pani na ho to tayammum kar ke namaz janaza ada karlo.
Hazrat Hassan (may Allah be pleased with him) said: "Do not perform Tayammum (dry ablution) nor offer the funeral prayer unless you have performed ablution (with water)."
حضرت حسن فرماتے ہیں نہ تیمم کرے اور نہ نماز جنازہ ادا کرے جب تک وضو نہ کرے۔
Hazrat Hassan farmate hain na tayammum kare aur na namaz janaza ada kare jab tak wazu na kare.
It was asked from Hazrat Ata' about a person (who is not in the state of ablution) and there is a fear that the funeral prayer might be missed (can he perform Tayammum?). He said: No, he should not perform Tayammum.
حضرت عطائ سے دریافت کیا گیا ایک شخص (کا وضو نہیں ہے) اور نماز جنازہ فوت ہوجانے کا اندیشہ ہے (کیا وہ تیمم کرسکتا ہے ؟ ) آپ نے فرمایا : نہیں وہ تیمم نہ کرے۔
Hazrat Ata se daryaft kiya gaya aik shakhs (ka wuzu nahin hai) aur namaz janaza fout hojanay ka andesha hai (kya woh tayammum karsakta hai?) Aap ne farmaya: nahin woh tayammum na kare.