Hazrat Imran bin Hudair narrates that I offered the funeral prayer behind Hazrat Anas bin Malik. You recited three Takbeers and did not add to it, and then you returned.
حضرت عمران بن حدیر فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت انس بن مالک کے پیچھے نماز جنازہ پڑھی آپ نے تین تکبیریں پڑھیں اس پر اضافہ نہ کیا اور پھر آپ واپس لوٹ گئے۔
Hazrat Imran bin Huzair farmate hain ke maine Hazrat Anas bin Malik ke peeche namaz janaza parhi aap ne teen takbeerein parhin is par izafa na kia aur phir aap wapas laut gaye.
Hazrat Qasim said that my father told me that once he was in a funeral prayer and Hazrat Jabir bin Zaid said to him, "You move forward and say three Takbeers."
حضرت قاسم فرماتے ہیں کہ مجھے میرے والد صاحب نے بتایا کہ وہ ایک جنازے میں تھے تو ان سے حضرت جابر بن زید نے فرمایا آپ آگے ہو جاؤ۔ اور اس پر تین تکبیریں پڑھو۔
Hazrat Qasim farmate hain ke mujhe mere walid sahab ne bataya ke woh ek janaze mein the to unse Hazrat Jabir bin Zaid ne farmaya aap aage ho jao aur is par teen takbeerein padho