It is narrated from Hazrat Ismail bin Abi Khalid that he asked Hazrat Shabi: If someone attends a funeral prayer and does not have ablution, (what should he do?) You said: He should offer the funeral prayer.
حضرت اسماعیل بن ابی خالد فرماتے ہیں کہ حضرت شعبی سے دریافت کیا گیا : جنازہ حاضر ہوجائے اور کسی شخص کا وضو نہ ہو تو (وہ کیا کرے ؟ ) آپ نے فرمایا : وہ نماز جنازہ ادا کرے۔
Hazrat Ismail bin Abi Khalid farmate hain ki Hazrat Shabi se daryaft kiya gaya : Janaza hazir hojae aur kisi shakhs ka wazu na ho to (wo kya kare ?) Aap ne farmaya : Wo namaz janaza ada kare.
Hazrat Sha'bi (may Allah have mercy on him) said that the funeral prayer should be offered. Hazrat Mutee (may Allah have mercy on him) added to this that there is no bowing or prostration in it.
(٩٩ ١١٥) حضرت شعبی فرماتے ہیں کہ نماز جنازہ ادا کرے، حضرت مطیع نے اس میں اس بات کا بھی اضافہ فرمایا ہے کہ اس میں رکوع و سجود نہیں ہیں۔
Hazrat Shabi farmate hain ke namaz janaza ada kare, Hazrat Mutee ne is mein is baat ka bhi izafa farmaya hai ke is mein ruku o sijdah nahin hain.