What they said about spreading a cloth over the grave
مَا قَالُوا فِي مَدِّ الثَّوْبِ عَلَى الْقَبْرِ
Musannaf Ibn Abi Shaybah 11664
Hazrat Abu Ishaq narrates that I participated in the funeral of Hazrat Haris. When people hung a cloth over your grave (for the purpose of a veil), Hazrat Abdullah bin Yazid pulled it away and said, "These are men."
حضرت ابو اسحاق فرماتے ہیں کہ میں حضرت حارث کے جنازے میں حاضر ہوا لوگوں نے آپ کی قبر پر کپڑا لٹکایا (پردہ کیلئے) حضرت عبداللہ بن یزید نے اس کو کھینچ دیا اور فرمایا یہ مرد ہیں۔
Hazrat Abu Ishaq farmate hain keh main Hazrat Haris ke janaze mein hazir hua logon ne aap ki qabar par kapra latkaya (parda ke liye) Hazrat Abdullah bin Yazid ne is ko khench diya aur farmaya yeh mard hain.
Hazrat Asim narrates that I was present in the funeral of a person in which Hazrat Hassan and Hazrat Ibn Sirin were also present. When a cloth was spread over his grave, Hazrat Hassan said: "What is the need for this? This is a man." However, Hazrat Ibn Sirin did not see any harm in it.
حضرت عاصم فرماتے ہں، کہ میں ایک شخص کے جنازے میں شریک تھا جس میں حضرت حسن اور حضرت ابن سیرین بھی تھے، اس کی قبر پر کپڑا لٹکایا گیا تو حضرت حسن نے فرمایا : (اس کی کیا ضرورت ہے) یہ تو مرد ہیں، اور حضرت ابن سیرین اس میں کوئی حرج نہیں سمجھتے۔
Hazrat Asim farmate hain, keh mein aik shakhs ke janaze mein shareek tha jis mein Hazrat Hassan aur Hazrat Ibn Sireen bhi thay, us ki qabar par kapra latkaya gaya to Hazrat Hassan ne farmaya: (Is ki kya zaroorat hai) yeh to mard hain, aur Hazrat Ibn Sireen is mein koi harj nahin samajhte.