Hazrat Ibn Sirin said: I was with Hazrat Anas at a funeral. You (Hazrat Anas) ordered that the deceased be entered into the grave from the side of the feet.
حضرت ابن سیرین فرماتے ہیں کہ میں حضرت انس کے ساتھ ایک جنازے میں شریک تھا آپ نے حکم دیا کہ میت کو پاؤں کی جانب سے قبر میں داخل کیا جائے۔
Hazrat Ibn Sireen farmate hain keh main Hazrat Anas ke sath ek janaze mein shareek tha aap ne hukum diya keh mayyat ko paon ki janib se qabar mein dakhil kiya jaye.
Hazrat Ibn Ishaq narrates that I participated in the funeral of Hazrat Ibn Muqal. Someone said: "Your companion advised to lower him into the grave from the side of his feet."
حضرت ابن اسحاق فرماتے ہیں کہ میں حضرت ابن معقل کے جنازے میں شریک تھا، ایک شخص نے کہا : تمہارے ساتھی نے وصیت کی تھی کہ ان کو پاؤں کی جانب سے قبر میں اتارا جائے۔
Hazrat Ibne Ishaq farmate hain keh main Hazrat Ibne Muqal ke janaze mein shareek tha, aik shakhs ne kaha: tumhare sathi ne wasiyat ki thi keh unko paon ki jaanib se qabar mein utara jaye.
Mansoor bin Abdul Rahman narrates that I asked Shabi: A person lowers the deceased into the grave from the side of the feet (is this correct?) You said yes, by Allah! This is the Sunnah way.
حضرت منصور بن عبد الرحمن فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت شعبی سے عرض کیا : ایک شخص میت کو دفن کرتے وقت پاؤں کی جانب سے قبر میں اتارتا ہے (کیا یہ درست ہے ؟ ) آپ نے فرمایا ہاں اللہ کی قسم ! یہ سنت طریقہ ہے۔
Hazrat Mansoor bin Abdur Rahman farmate hain ke maine Hazrat Shabi se arz kiya : Ek shakhs mayyat ko dafn karte waqt paon ki taraf se qabar mein utarta hai (kia yeh durust hai ?) Aap ne farmaya haan Allah ki qasam ! Yeh sunnat tareeqa hai.
Hazrat Amr ibn Mahajir narrates that when the son of Hazrat Umar ibn Abdul Aziz passed away, he (Hazrat Umar) instructed that he be lowered into the grave from the side of his feet.
حضرت عمرو بن مہاجر فرماتے ہیں کہ حضرت عمر بن عبد العزیز کا بیٹا وفات پا گیا تو آپ نے حکم فرمایا کہ ان کو پاؤں کی جانب سے قبر میں اتارا جائے۔
Hazrat Amr bin Muhajir farmate hain keh Hazrat Umar bin Abdul Aziz ka beta wafaat pa gaya to aap ne hukum farmaya keh un ko paon ki janib se qabar mein utara jaye.
Hazrat Abu Ishaq said that I went to Hazrat Abdullah bin Yazid. You lowered Hazrat Harith into the grave from the side of his feet and said that this is the Sunnah way.
حضرت ابو اسحاق فرماتے ہیں کہ میں حضرت عبداللہ بن یزید کے پاس حاضر ہوا آپ نے حضرت حارث کو پاؤں کی جانب سے قبر میں اتارا اور فرمایا یہی سنت طریقہ ہے۔
Hazrat Abu Ishaq farmate hain keh main Hazrat Abdullah bin Yazid ke pas hazir hua aap ne Hazrat Haris ko paon ki janib se qabar mein utara aur farmaya yahi sunnat tareeqa hai.