Hazrat Abu Ja'far, Hazrat Salim, and Hazrat Qasim state that the sacred graves of the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him), Hazrat Siddiq Akbar, and Hazrat Umar were facing the direction of Qibla and bricks were fixed on them.
حضرت ابو جعفر، حضرت سالم اور حضرت قاسم فرماتے ہیں نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی قبر مبارک، حضرت صدیق اکبر، اور حضرت عمر کی قبر مبارک قبلہ کی طرف جھکی ہوئی (قبلہ رخ) تھیں اور ان پر اینٹیں گاڑ دی گئی تھیں۔
Hazrat Abu Jaffar, Hazrat Salem aur Hazrat Qasim farmate hain Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki qabar mubarak, Hazrat Siddique Akbar, aur Hazrat Umar ki qabar mubarak qibla ki taraf jhuki hui (qibla rukh) thin aur un par enten gaar di gai thin.
Hazrat Sufian Thawri says: I entered the place where the Holy Grave of Prophet Muhammad (PBUH) is. I saw your (PBUH) Holy Grave, the grave of Hazrat Abu Bakr Siddique, and the grave of Hazrat Umar, they were like a hump (of a camel).
حضرت سفیان التمار فرماتے ہیں کہ میں اس مکان میں داخل ہوا جس میں نبی اکرم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی قبر مبارک ہے۔ میں نے آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی قبر مبارک اور حضرت ابوبکر صدیق، اور حضرت عمر کی قبر کو دیکھا وہ کوہان نما تھیں۔
Hazrat Sufiyan Altammar farmate hain keh mein iss makan mein dakhil hua jiss mein Nabi Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki qabar mubarak hai. Mein ne aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki qabar mubarak aur Hazrat Abu Bakr Siddique, aur Hazrat Umar ki qabar ko dekha woh kohan numa theen.
Hazrat Abi Nuama narrates that I participated in a funeral with Hazrat Musa bin Talha. You (after the funeral) said to make his grave elevated like a hump of a camel.
حضرت ابی نعامہ فرماتے ہیں کہ میں حضرت موسیٰ بن طلحہ کے ساتھ ایک جنازے میں شریک ہوا آپ نے (جنازے کے بعد) فرمایا اس کی قبر اٹھی ہوئی کوہان نما بناؤ۔
Hazrat Abi Naama farmate hain ke mein Hazrat Moosa bin Talha ke sath aik janaze mein shareek hua aap ne (janaze ke baad) farmaya is ki qabar uthi hui kohan numa banao
Hazrat Khalid bin Usman narrates from a person that a few days after the burial of Hazrat Abdullah bin Umar, when I saw his grave, it was raised like a mountain.
حضرت خالد بن عثمان ایک شخص سے روایت کرتے ہیں کہ میں حضرت عبداللہ بن عمر کو دفن کرنے کے کچھ دنوں بعد ان کی قبر کو دیکھا تو وہ اٹھی ہوئی کوہان نما تھی۔
Hazrat Khalid bin Usman ek shakhs se riwayat karte hain ki mein Hazrat Abdullah bin Umar ko dafan karne ke kuch dino baad un ki qabar ko dekha to wo uthi hui kohan numa thi.