Hazrat Asim bin Bahdalah says that when Hazrat Umar bin Al-Aziz was being buried, I was present at that time. Soil was poured on you little by little.
حضرت عاصم بن بھدلہ فرماتے ہیں کہ جس وقت حضرت عمر بن العزیز کو دفن کیا گیا میں اس وقت حاضر تھا آپ پر تھوڑی تھوڑی کر کے مٹی ڈالی گئی۔
Hazrat Asim bin Bahdalah farmate hain ke jis waqt Hazrat Umar bin Abdulaziz ko dafan kiya gaya main us waqt hazir tha aap par thori thori kar ke mitti dali gai
It is narrated on the authority of Hazrat Abdullah bin Amr that his father had advised, "When you bury me in the grave, pour soil over me gently, little by little."
حضرت عبداللہ بن عمرو سے مروی ہے کہ ان کے والد صاحب نے وصیت فرمائی تھی کہ جب تم لوگ مجھے قبر میں اتارو تو مجھ پر تھوڑی تھوڑی کر کے مٹی ڈالنا۔
Hazrat Abdullah bin Amro se marvi hai keh un ke walid sahab ne wasiyat farmai thi keh jab tum log mujhe qabar mein utaro to mujh per thori thori kar ke mitti dalna.