Hazrat Wathila bin Asqa' said that if a Christian woman who is pregnant with a Muslim child passes away, she should be buried in a graveyard which is not designated for Jews and Christians.
حضرت واثلہ بن اسقع فرماتے ہیں کہ وہ نصرانی عورت جس کے پیٹ میں مسلمان کا بچہ ہو تو اس مقبرہ میں دفن کریں گے جو یہود و نصاریٰ کا نہ ہو۔
Hazrat Wasila bin Asqa farmate hain ke woh nasrani aurat jiske pait mein musalman ka bachcha ho to us maqbara mein dafan karenge jo yahood o nasara ka na ho
Hazrat Umar (may Allah be pleased with him) said: A Christian woman died, she had a Muslim child in her womb. Hazrat Umar (may Allah be pleased with him) said: Bury her in the Muslims' graveyard because of her child.
حضرت عمرو فرماتے ہیں کہ ایک نصرانی عورت کا انتقال ہوگیا اس کے پیٹ میں مسلمان کا بچہ تھا، حضرت عمر نے فرمایا اس کو اس کے بچے کی وجہ سے مسلمانوں کے قبرستان میں دفن کرو۔
Hazrat Amr farmate hain ke ek nasrani aurat ka intiqal hogaya uske pet mein musalman ka bachcha tha Hazrat Umar ne farmaya usko uske bachche ki wajah se musalmano ke qabristan mein dafan karo