Hazrat Abu Ma'mar narrates that we were sitting when a funeral procession passed by and we stood up. Hazrat Ali asked, "What is this?" We replied, "Hazrat Abu Musa has instructed us to do so." You said, "The Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) stood up only once and then he (peace and blessings of Allah be upon him) did not repeat standing up."
حضرت ابی معمر فرماتے ہیں کہ ھم لوگ بیٹھے ہوئے تھے کہ جنازہ گذرا ہم کھڑے ہوگئے، حضرت علی نے فرمایا یہ کیا ہے ؟ ھم نے عرض کیا حضرت ابو موسیٰ نے ہمیں اس کا حکم فرمایا ہے، آپ نے فرمایا حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) صرف ایک بار کھڑے ہوئے تھے پھر آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے کھڑے ہونے کا اعادہ نہ فرمایا۔
Hazrat Abi Moamar farmate hain ki hum log baithe hue the ki janaza guzara hum khare hogaye, Hazrat Ali ne farmaya yeh kya hai ? hum ne arz kiya Hazrat Abu Musa ne humain is ka hukum farmaya hai, aap ne farmaya Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) sirf ek baar khare hue the phir aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne khare hone ka eada nah farmaya.
Hazrat Abdur Rahman bin Abi Layla narrates that we were with Hazrat Ali, may Allah be pleased with him, that a funeral procession passed by us, a person stood up, Hazrat Ali, may Allah be pleased with him, said, "What is this? This is from the ways of the Jews."
حضرت عبد الرحمن بن ابی لیلیٰ فرماتے ہیں کہ ھم حضرت علی کرم اللہ وجہہ کے پاس تھے کہ ہمارے پاس سے ایک جنازہ گذرا، ایک شخص کھڑا ہوگیا، حضرت علی کرم اللہ وجہہ نے فرمایا یہ کیا ہے ؟ یہ تو یہود کے طریقوں میں سے ہے۔
Hazrat Abdur Rehman bin Abi Laila farmate hain ki hum Hazrat Ali Karam Allah Wajahu ke pass thay ki hamare pass se aik janaza guzara, aik shakhs khara hogaya, Hazrat Ali Karam Allah Wajahu ne farmaya yeh kya hai ? Yeh to yahood ke tariqon mein se hai.
Prophet Mohammad (PBUH) said that Hazrat Hassan bin Ali and Hazrat Abdullah bin Abbas saw a funeral, one of them stood up and the other remained seated, the one who stood up asked the one who did not stand up, did the Holy Prophet (PBUH) not used to stand up? He said yes he did, then he also sat down.
حضرت محمد فرماتے ہیں کہ حضرت حسن بن علی اور حضرت عبداللہ بن عباس نے جنازہ دیکھا تو ان میں سے ایک کھڑے ہوگئے اور دوسرے بیٹھے رہے، جو کھڑے ہوئے تھے انھوں نے ان سے پوچھا جو کھڑے نہ ہوئے تھے کہ کیا حضور اکرم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کھڑے نہ ہوتے تھے ؟ انھوں کہا کیوں نہیں پھر بیٹھ گئے۔
Hazrat Muhammad farmate hain keh Hazrat Hassan bin Ali aur Hazrat Abdullah bin Abbas ne janaza dekha to un mein se ek kharay hogaye aur doosre baithe rahe, jo kharay huye thay unhon ne un se poocha jo kharay na huye thay keh kya Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) kharay na hote thay? Unhon ne kaha kyun nahi phir baith gaye.
Hazrat Ali (may Allah be pleased with him) said that when the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) stood up for the funeral, we also stood up, then when you (peace and blessings of Allah be upon him) sat down, we also sat down.
حضرت علی کرم اللہ وجہہ فرماتے ہیں کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) جنازے کے لیے کھڑے ہوئے تو ھم بھی کھڑے ہوگئے، پھر آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) تشریف فرما ہوئے تو ھم بھی بیٹھ گئے۔
Hazrat Ali Karam Allah Wajhu farmate hain keh Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) janaze ke liye kharay huye tou hum bhi kharay hogaye, phir Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) tashreef farma huye tou hum bhi baith gaye.