Hazrat Abdul Muttalib bin Abdul Allah bin Hashim states that the funeral prayers of Hazrat Abu Bakr and Hazrat Umar were offered facing the pulpit.
حضرت عبد المطلب بن عبداللہ بن حنطب فرماتے ہیں کہ حضرت ابوبکر اور حضرت عمر کی نماز جنازہ منبر کی طرف رخ کر کے ادا کی گئی۔
Hazrat Abdul Muttalib bin Abdullah bin Hashim farmate hain keh Hazrat Abu Bakar aur Hazrat Umar ki namaz janaza mimbar ki taraf rukh kar ke ada ki gai.
Aisha narrates that, by Allah, the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) led the funeral prayer of Suhayl ibn Bayda in the mosque.
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ خدا کی قسم حضور اکرم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے حضرت سھیل بن بیضائ کی نماز جنازہ مسجد میں ادا فرمائی۔
Hazrat Ayesha farmati hain keh Khuda ki qasam Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Hazrat Suhail bin Baiza ki namaz janaza masjid mein ada farmaie.
It is narrated from Hazrat Muhammad bin Amr that the funeral prayer of Hazrat Umar was offered near the pulpit. People were offering his funeral prayer in rows.
حضرت محمد بن عمرو سے مروی ہے کہ حضرت عمر کی نماز جنازہ منبر کے قریب ادا کی گئی لوگ فوج در فوج ان کی نماز جنازہ ادا کر رہے تھے۔
Hazrat Muhammad bin Amro se marvi hai keh Hazrat Umar ki namaz janaza mimbar ke qareeb ada ki gai log fouj dar fouj un ki namaz janaza ada kar rahay thay.