The mention was made about bathing the deceased in front of Prophet Abraham, so you said, "Like a person in the state of impurity performs Ghusl (ritual bath)."
حضرت ابراہیم کے پاس میت کو غسل دینے کا ذکر ہوا تو آپ نے فرمایا : جس طرح ایک جنبی آدمی غسل کرتا ہے۔
Hazrat Ibrahim ke pas mayyat ko ghusl dene ka zikar hua to ap ne farmaya : Jis tarah ek junubi aadmi ghusl karta hai.
Hazrat Bakr narrates that I came to Madinah and asked a question related to bathing the deceased. Some people said: Bathe the deceased in the same way as a bride is bathed, except that do not apply the fragrance of saffron.
حضرت بکر فرماتے ہیں کہ میں مدینہ طیبہ آیا اور میت کے غسل سے متعلق سوال کیا ؟ بعض حضرات نے فرمایا : میت کو غسل دو جس طرح دلہن کو دیا جاتا ہے مگر یہ کہ اس کو زعفران کی خوشبو نہ لگائی جائے۔
Hazrat Bakr farmate hain ke mein Madina Tayyaba aaya aur mayyat ke ghusl se mutalliq sawal kiya? Baaz hazrat ne farmaya: mayyat ko ghusl do jis tarah dulhan ko diya jata hai magar ye ke usko zafraan ki khushbu na lagayi jaye.