It is narrated from Hazrat Abdullah bin Shaddad that Hazrat Abu Bakr Siddique had instructed Hazrat Asma, the daughter of Umais, to bathe him (after his death).
حضرت عبداللہ بن شداد سے مروی ہے کہ حضرت ابوبکر صدیق نے حضرت اسماء ابنۃ عمیس کو وصیت فرمائی تھی کہ ان کو غسل وہ دیں۔
Hazrat Abdullah bin Shadad se marvi hai ki Hazrat Abu Bakr Siddiq ne Hazrat Asma bint Umeis ko wasiyat farmai thi ki unko ghusl wo den.
Narrated Ibn Abi Maleeka: When the time of the death of Abu Bakr As-Siddique approached, he instructed Asma' bint 'Umais to give him a bath. She was observing a voluntary fast at that time. He ordered her to break her fast.
حضرت ابن ابی ملیکہ سے مروی ہے حضرت ابوبکر صدیق کی وفات کا وقت جب قریب آیا آپ نے حضرت اسماء بنت عمیس کو وصیت فرمائی کہ ان کو غسل دیں، وہ اس وقت نفلی روزے سے تھیں۔ آپ نے انھیں روزہ توڑنے کا حکم دیا۔
Hazrat Ibn e Abi Malika se marvi hai Hazrat Abu Bakr Siddique ki wafat ka waqt jab qareeb aaya aap ne Hazrat Asma bint Umays ko wasiyat farmai ke un ko ghusl dein woh us waqt nafli rozey se thin Aap ne unhen roza torney ka hukum diya
Hazrat Abu Salma advised that if a man dies while in the state of Janabah (after intimate relations) with his wife, she should perform Ghusl (ritual bath) for him.
حضرت ابو سلمہ ارشاد فرماتے ہیں کہ آدمی اگر عورتوں کے ساتھ مرجائے تو اس کو اس کی بیوی غسل دے گی۔
Hazrat Abu Salma irshad farmate hain ke aadmi agar aurton ke sath mar jaye to usko uski biwi ghusl degi.