Hazrat Masruq narrates that the wife of Hazrat Umar passed away. He said, "When she was alive, I had the most right over her, and today you have more right over her.
حضرت مسروق فرماتے ہیں کہ حضرت عمر کی اہلیہ کا انتقال ہوگیا آپ نے فرمایا جب یہ زندہ تھی اس وقت میں ہی اس کا سب سے زیادہ حقدار تھا، اور آج تم اس کے زیادہ حق دار ہو۔
Hazrat Masrooq farmate hain ke Hazrat Umar ki ahliya ka inteqal hogaya aap ne farmaya jab yeh zinda thi us waqt main hi iska sab se zyada haqdaar tha, aur aaj tum iske zyada haqdaar ho.
Hazrat Auf narrates that I was present in the gathering of Qasamah bin Zahir, some elderly people who had witnessed the era of Hazrat Umar were also present in that gathering, one man said: A woman from Banu Aamir bin Sa'sa'ah was my wife, and that person praised her good qualities (with goodness) and said when the dangerous plague spread, she also contracted the plague, when she was about to die, she said that I am a poor woman, besides you, there is no one deserving and suitable for me, and then the woman died. I gave her a bath and buried her. Hazrat Auf says that none of those elders blamed him for this act nor did they rebuke him.
حضرت عوف فرماتے ہیں کہ میں قسامہ بن زھیر کی مجلس میں موجود تھا، اس مجلس میں کچھ شیخ حضرات بھی تھے جنہوں نے حضرت عمر کا زمانہ پایا تھا، ایک شخص نے کہا : بنو عامر بن صعصعہ کی ایک عورت میری زوجہ تھی، اور اس شخص نے اس کی خیر والی (خیر کے ساتھ) مدح کی اور کہا جب خطرناک طاعون پھیلا تو اس کو بھی طاعون کی بیماری لگ گئی، جب وہ قریب المرگ ہوئی تو کہنے لگی کہ میں ایک غریب عورت ہوں تیرے علاوہ میرے لیے کوئی حقدار اور مناسب نہیں ہے اور پھر وہ عورت مرگئی میں نے اس کو غسل دیا اور دفن کردیا۔ حضرت عوف فرماتے ہیں کہ ان بزرگوں میں سے کسی نے بھی اس کو اس فعل پر ملامت نہ کی اور نہ ہی اس کی زجر و توبیخ کی۔
Hazrat Auf farmate hain ki main Qasama bin Zaheer ki majlis mein mojood tha, iss majlis mein kuch sheikh hazrat bhi thay jinhon ne Hazrat Umar ka zamana paya tha, aik shakhs ne kaha: Banu Aamir bin Sasa'a ki aik aurat meri zojah thi, aur iss shakhs ne uss ki khair wali (khair ke saath) madah ki aur kaha jab khatarnaak ta'un phayla to usko bhi ta'un ki bimari lag gayi, jab wo qareeb ul marag hui to kehnay lagi ki mein aik ghareeb aurat hun tere alawa mere liye koi haqdaar aur munasib nahi hai aur phir wo aurat mar gayi mein ne usko ghusl diya aur dafan kar diya. Hazrat Auf farmate hain ki inn buzurgon mein se kisi ne bhi usko iss fail per malamat na ki aur na hi uss ki zajr o taubikh ki.