Hazrat Hassan and Hazrat Ibn Sireen considered it undesirable for a person in a state of Janabat (post-sexual impurity) or a menstruating woman to give Ghusl (ritual bath) to a deceased person.
حضرت حسن اور حضرت ابن سیرین اس بات کو ناپسند سمجھتے تھے کہ جنبی اور حائضہ میت کو غسل دیں۔
Hazrat Hassan aur Hazrat Ibn Sireen is baat ko napasand samjhte thy k junubi aur haiza mayyat ko ghusl dain.
Hazrat Ibrahim narrates that my mother sent me to Hazrat Umm-e-Salma to inquire if a woman in haiz (menstruation) can give ghusl (ritual bath) to a deceased person. You replied that there's no harm in it.
حضرت ابراھیم فرماتے ہیں کہ میری والدہ نے مجھے حضرت علقمہ کے پاس یہ دریافت کرنے کے لیے بھیجا کہ حائضہ عورت میت کو غسل دے سکتی ہے ؟ آپ نے فرمایا اس میں کوئی حرج نہیں ہے۔
Hazrat Ibrahim farmate hain ke meri walida ne mujhe Hazrat Alqama ke pass yeh daryaft karne ke liye bheja ke haiza aurat mayyat ko ghusl de sakti hai? Aap ne farmaya is mein koi harj nahi hai.