Hazrat Abdullah (RA) said that if a man gives an option to his wife and she remains silent, then the silence is a sign of her consent to stay with her husband.
حضرت عبداللہ (رض) فرماتے ہیں کہ اگر ایک آدمی نے اپنی بیوی کو اختیار دیا اور وہ خاموش رہی تو خاموشی خاوند کے ساتھ رہنے کی رضامندی کی علامت ہے۔
Hazrat Abdullah (RA) farmate hain keh agar aik aadmi ne apni biwi ko ikhtiyar diya aur wo khamosh rahi to khamoshi khawand ke sath rehne ki razamandi ki alamat hai.
Hazrat Ibrahim (AS) said that if a man gives an option to his wife and she remains silent then silence is a sign of consent to stay with the husband.
حضرت ابراہیم (رض) فرماتے ہیں کہ اگر ایک آدمی نے اپنی بیوی کو اختیار دیا اور وہ خاموش رہی تو خاموشی خاوند کے ساتھ رہنے کی رضامندی کی علامت ہے۔
Hazrat Ibrahim (RA) farmate hain keh agar aik aadmi ne apni biwi ko ikhtiyar diya aur wo khamosh rahi to khamoshi khawand ke sath rehne ki raza mandi ki alamat hai.