What did they say about a woman who is divorced by her husband and menstruates the third time before he reconciles with her? Who said: He has no right to reconcile with her.
Hazrat Zayd bin Thabit (may Allah be pleased with him) states that when a woman's third consecutive menstrual cycle begins, she is divorced from her husband.
حضرت زید بن ثابت (رض) فرماتے ہیں کہ جب عورت کا تیسرا حیض شروع ہوگیا تو وہ خاوند سے آزاد ہوگئی۔
Hazrat Zaid bin Sabit (RA) farmate hain ke jab aurat ka teesra haiz shuru hogaya to woh khawand se azad hogayi.
Hazrat Zaid bin Thabit (R.A) used to say that when a woman's third period starts before the resumption of marriage, the husband cannot resume the marriage.
حضرت زید بن ثابت (رض) فرمایا کرتے تھے کہ جب رجوع سے پہلے عورت کا تیسرا حیض شروع ہوگیا تو خاوند رجوع نہیں کرسکتا۔
Hazrat Zaid bin Sabit (RA) farmaya karte thay keh jab ruju se pehle aurat ka teesra haiz shuru hogaya to khaawand ruju nahin karsakta.
Hazrat Abdullah bin Umar (R.A) and Hazrat Zaid bin Thabit (R.A) said that when a woman experiences her third menstrual cycle (after the waiting period of Iddah), she is divorced.
حضرت عبداللہ بن عمر (رض) اور حضرت زید بن ثابت (رض) فرماتے ہیں کہ جب عورت کو تیسرا حیض آجائے تو وہ بائنہ ہوگئی۔
Hazrat Abdullah bin Umar (RA) aur Hazrat Zaid bin Sabit (RA) farmate hain ke jab aurat ko teesra haiz ajaye to woh baina hogayi.
Hazrat Abu Hurairah (R.A) and Hazrat Salman bin Abdullah (R.A) stated that when a woman experiences her third consecutive menstrual cycle, she becomes a Bainah.
حضرت ابان بن عثمان (رض) اور حضرت سالم بن عبداللہ (رض) فرماتے ہیں کہ جب عورت کو تیسرا حیض آجائے تو وہ بائنہ ہوگئی۔
Hazrat Aban bin Usman (RA) aur Hazrat Salim bin Abdullah (RA) farmate hain ke jab aurat ko teesra haiz ajaye to woh baina hogayi.
Hazrat Zayd bin Thabit (may Allah be pleased with him) said that when a woman has her third menstrual period (after the consummation of marriage), she is divorced.
حضرت زید بن ثابت (رض) فرماتے ہیں کہ جب عورت کو تیسرا حیض آجائے تو وہ بائنہ ہوگئی۔
Hazrat Zaid bin Sabit (RA) farmate hain keh jab aurat ko teesra haiz aajae to woh baina hogayi.