It is narrated that when women were mentioned in the presence of Hazrat Sulaiman bin Yasar (may Allah be pleased with him), he said that we are not allowed to talk about them.
حضرت سلیمان بن یسار (رض) کے سامنے عورتوں کا تذکرہ کیا گیا تو فرمایا کہ ہمیں ان کے تذکرے کرنے کی اجازت نہیں۔
Hazrat Suleman bin Yasar (RA) ke samne auraton ka tazkira kiya gaya to farmaya keh humain un ke tazkare karne ki ijazat nahi.
Hazrat Amer (RA) narrated that a woman, whose husband had divorced her, came to Hazrat Ali (RA) and she believed that she had experienced three menstrual cycles in one month and had prayed after becoming pure from each cycle. Hazrat Ali (RA) commanded Hazrat Shuraih (RA) to give a verdict on her case. He said if trustworthy and righteous people from her relatives bear witness that she had three menstrual cycles in one month and she has been praying after becoming pure from each menstruation then she is truthful and if they do not bear witness then she is lying. Hazrat Ali (RA) expressed his liking for this answer in the Roman style.
حضرت عامر (رض) فرماتے ہیں کہ ایک عورت جس کے خاوند نے اسے طلاق دے دی تھی، حضرت علی (رض) کے پاس آئی اور اس کا خیال تھا کہ اسے ایک مہینے میں تین حیض آچکے ہیں اور وہ ہر حیض سے پاک ہو کر نماز پڑھ چکی ہے۔ حضرت علی (رض) نے حضرت شریح (رض) کو اس کا فیصلہ کرنے کا حکم دیا۔ انھوں نے فرمایا کہ اگر اس کے رشتہ داروں میں سے دیندار اور امانتدار لوگ گواہی دیں کہ اسے ایک مہینے میں تین حیض آئے ہیں اور یہ ہر حیض سے پاک ہو کر نماز ادا کرتی رہی ہے تو یہ سچی ہے اور اگر وہ گواہی نہ دیں تو یہ جھوٹی ہے۔ حضرت علی (رض) نے اس جواب پر رومی انداز میں پسندیدگی کا اظہار فرمایا۔
Hazrat Amer (RA) farmate hain ke aik aurat jiske khaawand ne use talaq de di thi, Hazrat Ali (RA) ke paas aai aur uska khayal tha ke use aik mahine mein teen haiz aa chuke hain aur wo har haiz se pak ho kar namaz parh chuki hai. Hazrat Ali (RA) ne Hazrat Shuraih (RA) ko uska faisla karne ka hukum diya. Unhon ne farmaya ke agar uske rishtedaron mein se deendar aur amanatdar log gawahi dein ke use aik mahine mein teen haiz aaye hain aur ye har haiz se pak ho kar namaz ada karti rahi hai to ye sachhi hai aur agar wo gawahi na dein to ye jhooti hai. Hazrat Ali (RA) ne is jawab par romi andaaz mein pasandidi ka izhaar farmaya.