It is narrated on the authority of Hazrat Aisha (may Allah be pleased with her) that she said that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) loved honey and you (peace and blessings of Allah be upon him) loved sweets.
حضرت عائشہ سے روایت ہے۔ وہ کہتی ہیں کہ جناب رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو شہد محبوب تھا اور آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو میٹھا محبوب تھا۔
Hazrat Aisha se riwayat hai. Wo kehti hain ke janab Rasul Allah (sallallahu alaihi wasallam) ko shehad mahboob tha aur aap (sallallahu alaihi wasallam) ko meetha mahboob tha.
It is narrated from Hazrat Ibn Juraij that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) was asked: Which drink is most beloved to you? He (peace and blessings of Allah be upon him) said: "Cold and sweet."
حضرت ابن جریج سے روایت ہے کہ جناب نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) سے سوال کیا گیا۔ آپ کو کون سا مشروب سب سے زیادہ محبوب ہے ؟ آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : ” ٹھنڈا میٹھا “۔
Hazrat Ibn Juraij se riwayat hai ki janab nabi kareem (sallallahu alaihi wasallam) se sawal kiya gaya. Aap ko kaun sa mashroob sab se zyada mehboob hai? Aap (sallallahu alaihi wasallam) ne irshad farmaya: Thanda meetha.
Hazrat Abdullah bin Dinaar narrates about Hazrat Ibn Umar that a drink made of raisins was prepared for him in a leather container in the evening, which he used to drink in the morning. And (similarly) a drink was prepared for you in the morning, which you used to drink in the evening.
حضرت عبداللہ بن دینار، حضرت ابن عمر کے بارے میں روایت کرتے ہیں کہ ان کے لیے شام کے وقت ایک مشکیزہ میں کشمش کی نبیذ تیار کی جاتی تھی جس کو وہ صبح کے وقت نوش فرماتے تھے۔ اور (اسی طرح) صبح کے وقت آپ کے لیے نبیذ تیار کی جاتی تھی جس کو آپ شام کے وقت نوش فرماتے تھے۔
Hazrat Abdullah bin Dinaar, Hazrat Ibn Umar ke bare mein riwayat karte hain ke un ke liye sham ke waqt ek mashkizah mein kishmish ki nabidh taiyaar ki jati thi jisko woh subah ke waqt nosh farmate thay. Aur (isi tarah) subah ke waqt aap ke liye nabidh taiyaar ki jati thi jisko aap sham ke waqt nosh farmate thay.
It is narrated from Prophet Abraham (peace be upon him). He said: There is no harm in grape juice. Prophet Safiyan (peace be upon him) said: As long as this juice does not ferment.
حضرت ابراہیم سے روایت ہے۔ وہ کہتے ہیں۔ کشمش کی نبیذ میں کوئی حرج نہیں ہے۔ حضرت سفیان کہتے ہیں۔ جب تک یہ نبیذ جوش نہ مارے۔
Hazrat Ibrahim se riwayat hai. Wo kehte hain. Kishmish ki nabidh mein koi harj nahi hai. Hazrat Sufyan kehte hain. Jab tak ye nabidh josh na maare.
It is narrated from Hazrat Ibn Abbas. He said: Nabidh is that which gets spoiled by staying for a long time. And any drink which gets better by staying for a long time, there is no good in it.
حضرت ابن عباس سے روایت ہے۔ وہ فرماتے ہیں۔ نبیذ وہی ہے جو زیادہ پڑی رہنے سے خراب ہوجائے ۔ اور جو مشروب بھی زیادہ دیر رہنے سے زیادہ بہترہو جائے تو اس میں بھی کوئی خیر نہیں ہے۔
Hazrat Ibn Abbas se riwayat hai. Wo farmate hain. Nabidh wahi hai jo zyada padi rehne se kharab hojae. Aur jo mashroob bhi zyada dair rehne se zyada behtar hojae to us mein bhi koi khair nahi hai.