It is narrated from Hazrat Muadh (may Allah be pleased with him) that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) forbade wine made from knots.
حضرت معاذ سے روایت ہے۔ وہ کہتے ہیں کہ جناب نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے گیہوں سے بنائی ہوئی شراب سے منع فرمایا ہے۔
Hazrat Muaz se riwayat hai. Woh kehte hain ke janab nabi kareem (sallallahu alaihi wasallam) ne gehun se banai hui sharaab se mana farmaya hai.
It is narrated on the authority of Hazrat Ata bin Yasar that he said that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) forbade wine made from raisins.
حضرت عطاء بن یسار سے روایت ہے۔ وہ کہتے ہیں کہ جناب نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے گیہوں سے بنائی ہوئی شراب سے منع فرمایا ہے۔
Hazrat Ata bin Yasar se riwayat hai. Wo kehte hain ke janab Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne gehun se banai hui sharaab se mana farmaya hai.