It is narrated on the authority of Hazrat Abdullah Ibn Umar (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) forbade leaving some hair unshaven on the head.
حضرت ابن عمر سے روایت ہے کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے سرپر کچھ بال بلا مونڈے چھوڑنے سے منع فرمایا ہے۔
Hazrat Ibn Umar se riwayat hai keh Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne sar par kuch baal bila munday chhorne se mana farmaya hai.
Hazrat Ibn Umar narrates that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) forbade that a part of the head of children be shaved and a part left unshaven.
حضرت ابن عمر فرماتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے اس بات سے منع فرمایا کہ بچوں کے سر کا کچھ حصہ مونڈا جائے اور کچھ چھوڑ دیا جائے۔
Hazrat Ibn Umar farmate hain keh Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne is baat se mana farmaya keh bachchon ke sar ka kuchh hissa munda jaye aur kuchh chhor diya jaye.