It is narrated about Sayyidina Saeed bin Jubayr, Hazrat Ash'ath, and Hazrat Hassan, that both of them said: "You may wear (garments made from the fur of) foxes. However, do not pray in them."
حضرت سعید بن جبیر، حضرت اشعث، اور حضرت حسن کے بارے میں روایت کرتے ہیں کہ دونوں فرماتے ہیں۔ تم لومڑیوں (سے تیار ملبوس) کو پہنو۔ لیکن اس میں نماز نہ پڑھو۔
Hazrat Saeed bin Jubair, Hazrat Ashas, aur Hazrat Hasan ke bare mein riwayat karte hain ke donon farmate hain. Tum lomriyon (se taiyar malboos) ko pehno. Lekin is mein namaz na parho.
It is narrated from Hazrat Yazid that he said: I saw on Hazrat Abraham (Ibrahim) a cap whose edges were of fox or weasel (fur).
حضرت یزید سے روایت ہے۔ وہ کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابراہیم پر ایسی ٹوپی دیکھی جس کے کناروں میں لومڑیوں یا نیولے (کی کھال) کا کنارہ تھا۔
Hazrat Yazid se riwayat hai. Woh kehte hain ke maine Hazrat Ibrahim per aisi topi dekhi jis ke kinaron mein lomriyon ya newale (ki khaal) ka kinara tha.