Hazrat narrated that Hazrat Mujahid and Hazrat Abdullah bin Abu Lababah and people used to recite the Quran. So on the day they intended to complete the Quran, they would send a messenger to me and Hazrat Salmah bin Khayal and invite us, and say, "We have recited the Quran, so we intend to complete it today. We want you people to be present with us." Because it is said that when the Quran is completed, mercy descends at the time of its completion, or it is said that mercy is present at the time of its completion.
حضرت حکم فرماتے ہیں کہ حضرت مجاہد اور حضرت عبدہ بن ابو لبابہ اور لوگ قرآن پڑھا کرتے تھے۔ پس جس دن وہ لوگ قرآن کو مکمل کرنے کا ارادہ کرتے تو میری طرف اور حضرت سلمہ بن کھیل کی طرف قاصد بھیج کر ہمیں بلاتے، اور فرماتے ! ہم نے قرآن پڑھے ہیں پس ہمارا آج ختم کرنے کا ارادہ ہے ہم چاہتے ہیں کہ آپ لوگ بھی ہمارے پاس حاضر ہوں۔ اس لیے کہ کہا جاتا ہے۔ جب قرآن ختم کیا جاتا ہے تو اس کے ختم ہونے کے وقت رحمت اترتی ہے، یا فرمایا؛ اس کے ختم ہونے کے وقت رحمت حاضر ہوتی ہے۔
Hazrat Hukam farmate hain keh Hazrat Mujahid aur Hazrat Abda bin Abu Lubaba aur log Quran parha karte thay. Pas jis din woh log Quran ko mukammal karne ka irada karte to meri taraf aur Hazrat Salma bin Khail ki taraf qasid bhej kar humain bulate, aur farmate! Hum ne Quran parha hai pas hamara aaj khatam karne ka irada hai hum chahte hain keh aap log bhi humare pass hazir hon. Is liye keh kaha jata hai. Jab Quran khatam kya jata hai to is ke khatam hone ke waqt rehmat utarti hai, ya farmaya; is ke khatam hone ke waqt rehmat hazir hoti hai.
Hazrat Awaam bin Haushab narrates that Hazrat Musaib bin Raafe' used to complete the recitation of the Holy Quran in three days. And on the day of completion, he would recite in the state of fasting from dawn till dusk.
حضرت عوام بن حوشب فرماتے ہیں کہ حضرت مسیب بن رافع تین دنوں میں قرآن ختم کیا کرتے تھے۔ اور جس دن ختم فرماتے تو اس دن صبح روزے کی حالت میں کرتے تھے۔
Hazrat Awam bin Hawshab farmate hain ke Hazrat Masib bin Rafi teen dinon mein Quran khatam kiya karte thay. Aur jis din khatam farmate to us din subah rozey ki halat mein karte thay.
A person narrates that when Hazrat Abu Al-Aliyah intended to finish the Quran, if it was the last part of the day, he would postpone it until the evening. And when he intended to finish it and it was the last part of the night, he would postpone it until the morning.
ایک شخص بیان کرتے ہیں کہ حضرت ابو العالیہ کا جب قرآن ختم کرنے کا ارادہ ہوتا تو اگر دن کا آخری حصہ ہوتا تو اسے شام تک مؤخر فرما دیتے۔ اور جب ختم کرنے کا ارادہ ہوتا اور رات کا آخری حصہ ہوتا تو اسے صبح تک مؤخر کردیتے۔
aik shakhs bayan karte hain ke hazrat abu ul aaliya ka jab quran khatm karne ka irada hota to agar din ka aakhri hissa hota to use sham tak moakhir farma dete aur jab khatm karne ka irada hota aur raat ka aakhri hissa hota to use subah tak moakhir kar dete